1 ladka ladki ka picha kr raha tha
1 ladka ladki ka picha kr raha tha
girl-Tumhe pata hai piche meri maa aa rahi hai
Boy-hum to khandani aashik hai teri maa kay piche mera baap bhi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1295 views
Similar Jokes
Pathan: Aye Khuda tu mujhe Rs.100 dega to hum tumhari raah main Rs.50 dega.
Rastay main usay Rs.50 mila to Pathan bola: Ya Khudaya itna bhi bhrosa nahi kya pehle he kaat liya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
hanso
khelo
naacho
gao
duniya ki parwa mat karo
kyun k
duniya janti hai k pagal aisi harkatein karte rehte hain.
HoHoHoHoho
HaHaHaHaHa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Caller: hello Pizza Hunt ??
Pizza Hunt: yes sir
Caller: 1 large pizza, 2 small pizza aur ek coke
bhejo
Pizza hunt: Kiske naam pe bheju sir ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Caller: Allah ke Naam pe dede baba… :P:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ladka bola ……. Dilruba
Ladki boli ……. Pizza khila
Ladka bola ……. Paise nahi
Ladki boli ……. Aise nahi
Ladka bola ……. Mahngai hai
Ladki boli ……. Aaj se tu mera bhai hai.
by Abdul Sami (few years ago!)
teacher : said translate into english wo meri nawasi hai
student:itna asaan itna asaan
she is my 89
by WAQAR (few years ago!)
“Marks”
Pathan Sardar Se Tujhe A B C Ati Ha ?
Sardar Ha .
Pathan Bata A K Bad Kiya Ata Ha ?
Sardar B Ata Ha .
Pathan Galat
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu:ye bakra kitne rupee wala hai?
Admi:38000 rupee wala hai
pappu:hairan ho k kia ye tourch screen hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin
ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they
kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break
mar kar kia faida.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge: You have been sentenced to death, however you can choose the way you want to die.
Accused: I want to die of old age, your honor
by Pak101.com (few years ago!)
2 hamshakal jurwan bachay Sakht sardi k mosam me apny kamrey me bethay thay,
In me se 1 hans hans k loot poot ho raha tha or 2nd udas konay me betha kanp raha tha,
Baap ne pucha: tum itna q hans rahay ho?
Wo bola "kuch nahi papa,
aaj mama ne dono bar isi ko nehla dia hY"....
by Pak101.com (few years ago!)