Search Results for 'w'
Udaas rehta hai aj kal
Muhallay main barish ka pani
Suna hai bare hogaye
Kaghaz ki kishti banane walay
105 chars (1 sms)
Nazar andaaz ker dete hai mujh ko wo kuch aise
H.R ke pass perhe ho mere C.V jaise
83 chars (1 sms)
Ajeeb tamasha hai mitti se banay logon ka,
Bewafayi karo tou rotay hain
Aur wafa kero tou rulatay hain
104 chars (1 sms)
Wo titlion se khelne wali the
Koi dil se khel gaya uske
56 chars (1 sms)
neend se kiya shikwa karun main….! sagar,
qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta…..!
99 chars (1 sms)
wo mehsus kry humen apni hr dharkan k sath,
is k siwa hm ny kbi kuch chaha hi nhi..
84 chars (1 sms)
Kis Kis Adaa se Tujhe Manga Hai Rab Se,
Aa Kabhi Mujhe Sajdon Mein Siskata Huwa Dekh.
86 chars (1 sms)
MeRe SeeneY Se ZaRa KaaN LaGa….!
WirD Karti HaiN DharKanaiN TeRa….!
68 chars (1 sms)
Log Kehte He Waqt Kisi Ka Gulaam Nhi Hota
Phir Teri Muskurahat Par Kyu Waqt Tham Sa Jaata He
93 chars (1 sms)
A Sweet Relationship Is That,
.
.
.
When Teri-Meri Banti Bhi Nahi,
Par Tere Bina Meri Chalti Bhi Nahi
102 chars (1 sms)
Fikker kerne walay
Naseeb waalo ko milty hain ?? <3
52 chars (1 sms)
Pyar wo hai jisme
Kisi ke milne ke umeed bhi na ho
Pir bhi intezar use ka ho
78 chars (1 sms)
Ishq ka to pata ni
Per jo tum se hai wo kisi se nai
52 chars (1 sms)
Ishq hai ya kuch aur pata nai
Par jo tere sath hai
Woh kisi aur ke sath nai
77 chars (1 sms)
DARD MIL JATA HAI
EK HUMDARD NAHI MILTA
DEEWANE MIL JAATE HAIN
SACHA PYAAR NAHI MILTA
TANHAYIAN MIL JAATI HAIN
BUS AAP JAISA YAAR NAHI MILTA
140 chars (1 sms)