Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'dua'

Yeh dua hai tumhari

Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye,
Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,
Tumhe jiski talash hai mere dost,
khuda kare wo khud tumari talash mein aaye

157 chars (1 sms)


AAJ JO UTHE HAATH

AAJ JO UTHE HAATH DUA KI KHATIR
BAND HOONTON NE APKA NAAM LIYE
JO DENA CHAHA KHUDA NE MUJHE KUCH
WOH SAB MEIN NE APP K LIYE MANG LIYA

136 chars (1 sms)


Zindagi ek chaha

Zindagi ek chahat ka silsila hai,

koi kisi se mil jaata hai to koi kisi se bichad jaata hai.

Jise hum maangte hai apni dua me,

wo kisi ko bina maange mil jaata hai.

173 chars (2 sms)


Uss k honton ka


Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”
Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day…

Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker,
Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day.

Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko…
Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon say khaira ker day

Yeh meray dil ki dua hay “MERA MOLA SUN LAY”…
Saaaari duniya say chupa ker “USSAY MERA KER DAY”

405 chars (3 sms)


Sum1 Asked

Sum1 Asked Me 2 Discribe U In 1 Sentence..
.
.
I Said-

"Individual That

Makes Place In

Others Heart

Widout Knocking It"

135 chars (1 sms)


AIK SHEHER MAI AIK

AIK SHEHER MAI AIK LARKA THA JO SCHOOL MAI 9TH MAI PHARTA THA, WO KISI LARKI SE BOHAT PYR KARTA THA 8TH SE, AIK DIL CLASS MAI OSNE KOI CHEEZ PHENK K DEE TO OS NE BAREY PYA SE KAHA "SORRY" os sorry ne osko devana bana dia, wo os jumle ko roz hr waqt hr ghari yaad krta tha, wo osko dil o jan se pyr krta tha, ajab ke baat ye hai wo os k baad shaeri bhe krne laga or wo os par saheri krta tha, wo os ko dil he dil mai pyr krta hai aur zndagi k akhri snas k akhri sec tak krta rahega,

magar wo osko keh nahin sakta q k wo bareeeeeeeeeeeeee beyrehem hai,

"aap dua krna k wo osko mil jae plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz"
wo larka mai hou yaneee mera naam hai love

672 chars (5 sms)


Ek Advice

Ek Advice
*Take Care
*Ek Reque$t
*Bhool Na Jana*
Ek Tamana
*Hame$ha Khu$h Raho*
Ek Jhoot
*i Hate U*
Ek $ach
*i Mi$$ U*...
Ek DUA
*GOD BLE$$ U*.....

158 chars (1 sms)


Wo jo milta hai

Wo jo milta hai sub bhula daita hai
Janay kis baat pay dil usko dua daita hai
Wo mujhay pyar say rootay main hasanay wala
Yaad aata hai to hastay main rula daita hai

168 chars (2 sms)


Ay dost Meray ikhtiyaar


Ay dost
Meray ikhtiyaar mein hota agar
Tu mein chand ka noor sara saba ki sari thandak
Phulon Ki khusho sari titliyon k saray rung
“TERAY NAM KAR DETA”
apni mohabat ki sari
pakieezgi apni duaaon k saray
rukh apni khushyon k
saray lamhay apni kismat
k saray sukh
TERAY DIL MEIN BHAR DETA

298 chars (2 sms)


Khuda na kare app

Khuda na kare app ko koi gham mile
app ko khushyain hi khushyain har dum mile
agar kabhi aye app ki zindagi mein koi gham
tou dua hai KHUDA say woh ghum app say pehlay mujh ko mile

184 chars (2 sms)


Beet gaya jo saal

Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,
Beet gaya jo saal,Bhul jaayein,
Es Naye Saal ko Gale lagayein,
Karte hai dua hum Rab se sar jhukake...
Es Saal k Sare Sapne pure ho Aapke.
*NAYA SAAL MUBARAK*

196 chars (2 sms)


har sal hum kuch

har sal hum kuch sochtey hein
kabhi tum ko door
kabhi pass patey hein
har sal tumhe kuch naya deney ki try kartey hein
aur sal gift aur dua detey hein
happy new year

170 chars (2 sms)


Receive my simple

Receive my simple gift of "LOVE"
Wraped with "SINCERITY"
Tied with "CARE" &
Sealed with "DUA"
2 Keep u "HAPPY" & "SAFE" all the life.
HAPPY NEW YEAR....

158 chars (1 sms)


is naye saal ki

is naye saal ki pehli subha
jab tumhare nain khulen
is naye saal ki pehli ghari
jab tumhare hath uthen
is naye saal ki pehli khushi
jab tumhare gale lage
is saal ka pehla hath
jab tumhari simt barhe
is naye saal ki pehli soch
jo tumhare jeevan mein nikhaar laye
to itnaa jaan lena ke koi or hath bhi
tumhare liye uthe zaroor hain
jis ke dil se bhi yehi dua nikli hai
wo nain hamesha khushiyaan dekhen
wo mangi dua pori ho jaye
wo gum door kahin bathakte milen
wo sath wo hat kabhi
gum se nahin choote
wo soch tumhare muqaddar ko
hamesha urooh phunchaye
to kuch hamare bare mein soch lena
ke koi hai jo na jane
kab se tumhare bare mein
barsoon se soch raha hai

682 chars (5 sms)


= = = DuA = = =

= = = DuA = = =

Ya Allah Tujh se Maangta Hoon
Aisi Maafi Jis K Baad Koi Gunah Na Ho

Aisi Hidayat Jis K Baad Koi Gumrahi Na Ho

Aisi Raza Jis K Baad Narazgi Na Ho

Aisi Rehmat Jis K Baad Azaab Na Ho

Aisi Kamyaabi Jis K Baad Nakami Na Ho

Aisi Izzat Jis K Baad Zillat Na Ho . . .

Naya Islami Saal Mubarak . . .

328 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook