Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'w'

Hazaron Gham

Hazaron Gham Khaye Hain Main Ny Zindagi Mein Koi Bhi Sun'ne Wala Nahi Mera Dard Bhara Afsana...!

97 chars (1 sms)


Waqt

Waqt Yaksaan Nahin Rehta Kabhi Sun Ly Khud Bhi Ro Party Hain Auron Ko Rulany Waly...!!

87 chars (1 sms)


Kia tha maine osse saccha pyar

Kia tha maine osse saccha pyar Kia tha maine oska intizar Kia tha maine osse wada kia itna kamzor tha mera pyar

111 chars (1 sms)


Jin ki Fitrat main Qarar Bhot Tha

Jin ki Fitrat main Qarar Bhot Tha Unka Milna Dushwar Bhot Tha Jo Mere Hathon ki Lakeeron main Na Tha Mujy Us Shakhs se "Pyar" bhot Tha

134 chars (1 sms)


Marnay k bad meri ye kahani likhna

Marnay k bad meri ye kahani likhna Kese hui Barbad meri ye Jawani likhna Ye likhna usay Intizar bahot tha kisi ka Aakhri saans ki kesay hui Rawani likhna Jo Qasmain khai thi us ne Piyar me Un Qasmon ki kya hui us per Mehrbani likhna

232 chars (2 sms)


ZAHID SHARAB PENE DE MUJE

ZAHID SHARAB PENE DE MUJE MASJID ME BETH KAR HAI KOI AASE JAGHA BATA JAHA KHUDA NAHI MASJID KHUDA KA GHAR HE KOI PENE KE JAGA NAHI KAFIR KE DIL ME CHALE JA WAHA KHUDA NAHI KAFIR KE DIL SE HE DEKH KAR AAYA HO FARAZ US KE DIL ME B KHUDA HIA LEKIN USE PTA NAHI

259 chars (2 sms)


koi wada nahi hm mai

koi wada nahi hm mai na apas mai buhat baten na milne mai shokhi na akhir shab manajatin mgr ek kahi unsuni c hai ajab ek sarkhuroshi c hai ye sare dilruba manzar halke sukh ki barsaten ya gehre dukh ka musam sabhi ek zid mai rehte hain mge peham ye khte hain muhabt yun nahi achi muhabt yun nahi achi

301 chars (2 sms)


Under the sea, there lays a rock.

Under the sea, there lays a rock. In the rock, there is an envelope. In the envelope, there is a paper. On the paper, there are 3 words... 'I Miss You'

151 chars (1 sms)


Each time I miss you, a star falls

Each time I miss you, a star falls down from the sky. So, if you looked up at the sky and found it dark with no stars, it is all your fault. You made me miss you too much!

171 chars (2 sms)


Na Na!

Let me guess what U R doing... Reading book? Na Na! Listining Music? Uhu! Watching TV? Nah! Caught U! Missing me and reading my SMS Na.!! Oh Now U R Smiling.

157 chars (1 sms)


STUPID I MISS YOU..

For my Friends hurt me, tease me and make me cry, but in the end of my Life, when i Die, please atleast keep a Rose on my grave and say... STUPID I MISS YOU..

158 chars (1 sms)


"noh ss!w !"

Last nite I wanted to rite u a letter but all I cud rite was... "noh ss!w !" It didnt made sense until u read it upside down

130 chars (1 sms)


sun0!

sun0! y0n chup se na raha kar0, y0n kham0sh se j0 h0 jatay h0, dil k0 weham sa h0 jata hai... kahin khafa t0 nahi h0, kahin udaas t0 nahi h0... tum b0ltay achay lagtay h0, tum dantay achay lagtay h0... kabi shararat se kabi ghusay se, kabi hanstay achay lagtay h0... sun0! tum achay lagtay h0....

296 chars (2 sms)


Khuwabon Ki Ek Basti Thi

Khuwabon Ki Ek Basti Thi Ek Larki Us Main Rehti Thi Apne Ghar K Angan Main Kuch Sapne Boya Karti Thi Apne Kamre Ki Khirki Main Bondon Se Khela Karti Thi Sab K Samne Hansti Thi Chup Chup K Roya Karti Thi Khud Hi Khud Se Kehte Rehna Dosto Se Kuch Na Kehti Thi Chand Ko Ghante Takte Rehna Phir Khud Se Batain Karti Thi Dekhne Wali Sab Ankhon Ko Chand Ka Tukra Lagti Thi Jab Toot Chuki To Sab Ne Jana Wo Pyar Kisi Se Karti Thi

429 chars (3 sms)


AJ TU BESABAB UDASS HAI JII

AJ TU BESABAB UDASS HAI JII ISHQ HOTA TU KOI BAAT B THI JALTA PHIRTA HOON DOPHARON MAI JANE KIA CHEEZ KHO GAYE MERI CHUPTA PHIRTA HAI ISHQ DUNYA SE PEHLTI JA RAHI HAI RUSWAII AAJ TU WO B KUCH KHAMOSH SA THA MAI NE B IS SE KOI BAAT NA KI AIK DUM IS KE HONT CHOOM LIE YE MUJHE BETHE BETHE KIA SOOJHI AIK DUM ISKA HATH CHORADIA JANE KIA BAAT DARMIYAN AYEE TU JO ITNA UDAAS HAI LATIF TUJHE KIA HOGAYA BATA TU SAHI

415 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook