Search Results for 'hi'
husband to wife ek kiss do.
Wife: nahin
husband: jewelery la dunga
wife:no
husband: car dunga
tabhi bacha uth ker bola merele lo cycle le aana
146 chars (1 sms)
NAAM MAIN SHAMIL KHOON HAI, KHOON MAIN SHAMIL QATAL E TAMANA HAI. KARIEN KIS SAY SHIKAYAT JAHAN MAIN SHAH, LAGA SAB KAY HATON PAR APNI MOHABAT KA KHOON HAI........................
179 chars (2 sms)
JO GUFTUGU NAHI WO BAT BHI SUNA DOUNGA, TO EK BAR TO MIL SAB GILAY MITA DOUNGA. MAJAL HAI MUJHAY TUJH SAY KOI JUDA KAR DAY TO JAHAN JAYE GI MAIN TUJHAY SADA DOUNGA. TERI GALI MAIN BHOT DIER SAY KHARTA HUN MAGAR, KISI NEY POCH LIYA TO JAWAB KIYA DOUNGA. YUHIN UDDAS RAHA TO DEHKNA EK DIN, TAMAM SEHAR MAIN TANHAYIAN BICHA DOUNGA. WO DARD HI NA RAHA WARNA AYE SHAH MUJHAY GUMAN BHI NA THA KAY MAIN TUJHAY BHULA DOUNGA...........
426 chars (3 sms)
Sardarni ne sardar se kaha me kapre nichor nichor ker thak gye hun mujhe ek spinner chahiye
to
Sardar doosre din Shahid Afridi le aaya
141 chars (1 sms)
humari pyas ka andaz bhi bohat munfarid hai ADEEB
kabhi daryaon ko thukrate hain to kabi anson tak pi jate hain
114 chars (1 sms)
SHIDAT-E-DARD SAY SHARMINDA NAHI MERI WAFA
JIN SAY RISHTAY GEHRAY HON WO ZAKHAM BHI GEHRAY DAITE HAIN
105 chars (1 sms)
When you are in trouble,
don’t ever say,”Hey God!, I have big problem”
instead
say,”Hey Problem, I have big GOD!”
and everything will be fine….
143 chars (1 sms)
1 larki bus stop pe naqaab men kharri huwi the
Aadmi bike pe aaya or kaha
lift chahiye kya?
larki boli.
abu main hun
144 chars (1 sms)
The more you read and observe about this Politics thing,
you got to admit that each party is worse than the other.
The one that"s out always looks the best.
157 chars (1 sms)
The base of fridndship relationship is the beleive, if u have no beleive on friend then its not ur real friendship its only time pass
133 chars (1 sms)
khan to sardar:
o yarra tou jaan kiss ko daay gaa.
sardar to khan:
Allah koo
khan to sardar:
o yaraa phir khaal hum koo daay daina!!!!!!!!!!!!!
144 chars (1 sms)
A woman shoots her
husband. Then she holds
him under water for over
5 minutes. Finally, she
hangs him. But 5 minutes
later they both go out and
enjoy a wonderful dinner
together.
How can this be?
Answer Updated :
She took a picture of him (shoots a picture.)
Then she held the picture/film under water to develop.
Finally she hung the picture to dry.
368 chars (3 sms)
Some common questions
1. rail gari ki lights din ko bhi q on ki jati hain?
2.lerkian hamesha lerko kay samnay aa ker q dupata seedha kerti hain?
3.Mobile ki sim change kernay kay baad time 9:00 ka q hota hay?
4.front seat per hamesha ladies ko q bithatay hain?
5.mobile per jab lerka lerki say baat kerta hay to urdu ku bolta hay?
answr zaroor dena intizar rahay ga chalnge ha
sab ko send karo but reply me first
437 chars (3 sms)
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,
Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,
Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,
Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,
Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,
Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,
Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,
Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,
Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,
Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
411 chars (3 sms)
* Jis din tum hamain boorha dekho sabar karna aur humain samjhany ke koshish nahe karna.
* Jab hum koe baat bhool jayen tu hum par tanz na karna aur apna bachpan yaad karna.
* Jab hum borhey hokar chall na saken tu humara sahara ban na aur apna phela qadam yaad karna.
* Jab hum beemar hon tu wo din yaad kar k hum pa paisy kharch karna, jab hum tmhari khawishen puri karny k liye apni khawishen qurban karty thy.
420 chars (3 sms)