Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

jaatay jaatay wo mujhe

jaatay jaatay wo mujhe achi nishani day gaya
umr bhar dohraaoongi,aysi kahaani day gaya

us say may kuch paa saku?aysi kahan umeed thi
gham bhi wo shayad baraay-e-meherbaani day gaya

sab hawaayen lay gaya mere samandar ki koi
aur mujh ko aik kashti baadbaani day gaya

khayr main piyaasi rahi par us nay itna to kia
meri palko ki qataaron ko wo paani day gaya...

373 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

mulaqatein musalsal

bewafa

Khumaar-alooda nazroon

kal mene apne sare gham asm

Fikar Kerne Wale

Dunia main 2 Log he

PEOPLE WILL ALWAYS

jo tera Hukam ho wo mere Ira..

pathan ki pitai

A simple BYE make

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook