Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Main Apni Dosti Ko Sheher Mein

Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nhi Krti, Mohbt Main Bhi Krti Hoon Magar Charcha Nhi Krti, Jo MuJ Se MiLne Aa Jaye Main Us Ki DiL Se Khadim Hoon, Jo Utth K Jana Chahay Main Usey Roka Nhi Krti, Jisey Main Chhor Deti Hoon Usey Phir BhooL Jati Hoon, Phir Us Hasti Ki Janib Main Kabhi Dekha Nhi Krti, Tera Israar Sir Aankhon Pe K Tum Ko BhooL Jaon Main, Main Koshish Kr K Dekhoon Gi Magar Waada Nhi Krti

404 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Phone K RIshte

CoLgate se Daant

Two person on Death

Janat Ki Aarzu Main

Day by day teri

sardar or pathan

Rain

Apne ehsas se cho0 kr

Hazaron Gham

Dhadkan Hamari Tumse Jo Kahe,

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook