Mom kya aapne
Santa : Mom kya aapne mujhe paida hone se pehle dekha tha?
Mom : Nahi to beta!
Santa : To phir paida hone ke baad aapne mujhe pehchana kaise??
by Pak101.com (few years ago!) / 897 views
Similar Jokes
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Waqt Aisa Aye Ga Jab Sari Dunia Par
Pathano Aur Sikhon Ki Hukumt Ho Gi Kyun K
?
?
?
?Baqi Insan Traqqi Kar
K Kahin Aur Ja Chukey Hon Gay
by Pak101.com (few years ago!)
Aik larhkee dukandar say shampoo khareed k kehnay lagee is kay ssath jo free gift hay wu denta Dukandar: Konsa? Larhkee: Ispay jo lika hay dandruff free
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband: Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai Acha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv: Tum apnay kaan saaf karwao Altaf Bhai TV pe khitab kar rahe hai
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi……………….
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada…..
.
.
Dil tor kar chala gaya… .
.
.
.
.
KUTTA, KAMINA, HARAMZADA :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tcher 2 Stdt-Beta Ans sheet pr sabse phle kya likhna chahiye?
St-IS SHEET PAR LIKHE GYE ANS KALPNIK H JINKA KISI B BOOK SE KOI SMBANDH Nhi H or
Yadi koi sambandh hai to wo co-incidence hoga..
by Pak101.com (few years ago!)
Pati Patni Ki GOD mein leta hua tha.
Patni: Kaisa lag raha hai ji?
Pati: Aise jaise Bhagwan shesh naag ki GodPati mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: sorry , reports got mixed up. We don't know if your wife has AIDS or Asthma!
husband: What should i do now?
Doctor - Send her 4 jogging, if she returns, don't sleep with her!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Du pathan cricket dekh rahay thay Afridi nay chaka mara pehla: Waah kya goal kiya hay Dusra: Bewakuf goal ismay nae cricket may hutha hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob.
by Mazhar Khan (few years ago!)