Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'dil'

sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi...

sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi wo kese hota hamara aisa kabi hva hi nahi hmne apni hr khushi dusron me bant di ksi ne hme kya dya ye kbi socha hi nhi bato baton m mhbt is qadar brh gyi use ab bhool jaen kese itna hosla hi nhi hr ksi ne hume matlab tak pyar kya koi hamsafar ban kar sath chala hi nhi hr koi mri chahat ko mazaq smjta rha dil m he dard ktna koi smja hi nhi

387 chars (3 sms)


aKser ChAnd Sitary MuJ sAy PoCha KerTay ...

aKser ChAnd Sitary MuJ sAy PoCha KerTay aKser ChAnd Sitary MuJ sAy PoCha KerTay Hain Kay , Kya aj bhi tumay intezar hai Aus kay lot anay ka Or mera Dil , Her bar muskara ker kha deta hai Mujay to aj bhi yaqqen he neahi hwa aus kay janay ka

241 chars (2 sms)


Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta....

Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Pardes Bhi Ker Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi Wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.

695 chars (5 sms)


aisa bhe nahin lagta.........

aa jaye kisi din tu aisa bhe nahin lagta lekan woh tera wada jhoota bhe nahin lagta milta hy sakoon dil ko us yaar k koochay main har roz magar jana acha bhe nahin lagta dekha hy tujhy jab se bechain bhut hy dil kahny ko koi tujh se rishta bhe nhi lagta

254 chars (2 sms)


tuje manaon to maan jana.....!

Main apni raaton ki fursaton main tuje manaon to maan jana Agar kisidin main apne ansu jo le k aaun to maan jana Ye 1 dil hi tumhe diya tha so iss liye Jo sooli pe muskuraon to maan jana Tu bad-guman hai meri wafa pe to sirf 1 bar azma le Jo haar jaoon to lot jana jo jeet jaoon To maan jana

292 chars (2 sms)


barish

barish ki tara tuj pe barasti rahyn khuushian har boond tery dil sy har gham ko mita dey happt raini day.?

106 chars (1 sms)


SHUKRANA

Aye Khuda...Sun...Zara... Haath Mere Uthey Jab Dua k liye... Lab Hiley,aankh se chand Qatrey Girey Ghaur se main ne Dekhi Hatheli wahan... Qatre Moti k jaisey chamakne lagey... *Khushboo* Ghulne lagi jab Meri Sans me Khul k Ehsaas mujh ko hua iss tarha.... Arsh Par Badalon se Parey Uss Jagah Poori Hone Lagi meri Har ek Dua Wo Dua jiss ko Boya tha Dil k Jahan Aabiyari thi ashkon ki Har pal wahan Soz hardam Tadap aah o zaari Rahi Wo Dua kesey na Rang laati meri? Ek Muddat ye gham mujh pe haawi Rahey Mere SAJDE tere Dar Sawali Rahey aour TU iss Qadar..iss Qadar Mahraban.. Hai Tere hi Karam ki ye sab Inteha Mere Hathon ko Girne se hi qabl yun Bhar Di Jholi meri Tu ne Rabb E Jahan... Hai ye tera Karam... moajza jo kiyaa.... ***WO JO MERA NAHI THA**** mera HOGAYA....

771 chars (5 sms)


k yakeen mEIn badlaY mEra ghumaan. . .

mEin bataOn kia mujhE kia milaY mujhE sabr hi ka sila milaY. . . kisi aadahi ki rida milaY kisi dard hi ka sila milaY. . . kisi ghum ki dil mEin jagah milaY jO mEra hai wOh mujhE aa milaY. . . rahaY chaand u hi mEra jahan. . . k yakeen mEIn badlaY mEra ghumaan. . .

265 chars (2 sms)


jo tera Hukam ho wo mere Irada kr de.....

Ae Allah! Aisa na ho ke Aazmaaishein mujhy gumraah kr dain Tu mere jism meri Rooh mere dil ko Pak kr de Ye zindagi meri duniadari main uljhi hai Jesa tu chahta hai Ab mjhy wesa kr de mere hr faisly main Teri Raza ho shamil jo tera Hukam ho wo mere Irada kr de.....(Ameen)

271 chars (2 sms)


Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha....!

Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha Woh laut kar na aaya magar intezaar tha Jo humsafar tha chorr gaya raah main mujhe Main phans gayi bhanwar main woh darya ke paar tha Manzil qareeb aayi to tum door hogaye Itna to tum batao ke yeh kaisa Pyaar tha Chilman giradi yeh kis ne dono ke darmiyan Na woh sakoon se betha na mujh ko qaraar tha Yeh mukhtasar sa haal hai rukhsat ke waqt ka Ankhon main aansu aur Dil beqaraar tha Yeh baat umer bhar samjh na paayi main Kyun Dil mera us ka talabgaar tha

515 chars (4 sms)


kanjoos ashiq

Dil Torna ha Torr ja , muhkh morna hay mor ja, bus tuj sy ye iltija ha mari,,,,,,, mary tofay to wapis mor jaaaaaaaaaaaaaaaaaa

127 chars (1 sms)


Zakhm dil ka kise dikhyen hum

Zakhm dil ka kise dikhyen hum Dosti kiski aazmayen hum Zabt kARNe ki dal lain aadat Ghar ki deewar kya uthayen hum Maslahat ka yahi takaza hai Jo wo kahte hain maan jaayen hum Berukhi humse ho nahi saktee Bhool jayen teri khatayen hum lab pe rakh kar hansi dikhawe ki Dard-e-dil kab talak chupayen hum Tod dete hain ghar ke log ise Khwab palkon pe kya sajayen hum.

364 chars (3 sms)


Main Lauton ga December main

Main Lauton ga December main December Jab bhi ata hai wo pagli... phir se beety mosumo'n ki talkhion ko yad karti ha purana card perhti hai k jis main os ne likha tha Main Lauton ga December main Nai Kapry bnati hai wo sara ghar sjati hai December k her ik din ko wo gin gin ker bit'tati hai junhi 15 guzarti hai wo kuch kuch toot jati hai magar phir bi purani albumo'n ko khol ker mazi bulati hai !!! nahi maloom ye osko k beety waqt ki khushian Bohat takleef deti hain mehaz dil ko jalati hain... yunhi din beet jaty hain December laut jata hai magar wo Khush feham larki... dobara se calendar main December k maheeny k safhy ko mord ker, phir se Phir se December ke sahar main Doob jati hai k akhir os ne likha tha.... Main Lauton ga December main

759 chars (5 sms)


Kabhi Mujh Ko Saath Lekar,....

Kabhi Mujh Ko Saath Lekar, Kabhi Mere Saath Chal Kar Woh Badal Gaye Achaanak Meri Zindagi Badal Kar Huye Jis Pey Meharaban Tum Koi Khush Nasib Hoga Meri Hasaratein To Nikalin Mere Ansuuon Mein Dhal Ke Teri Zulf-O-Rukh Kay Qurban Dil-E-Zaar Dhuundhata Hai Wahi Champai Ujaale Wahi Suramai Dhundalake Koi Phool Bun Gaya Hai Koi Chaand Koi Taara Joh Chiraag Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal Ke Mere Dosto Khudara Mere Saath Tum Bhi Dhuundo Woh Yahin Kahin Chhupey Hain Mere Ghum Kaa Rukh Badal Kay Teri Bejhijhak Hansi Say Na Kisi Kaa Dil Ho Mailaa Yeh Nagar Hai Aainon Kaa Yahaan Saans Le Sambhal Ke

606 chars (4 sms)


UMEED!!

UMEED!! KISE KI YAD DIL MAIN HAI KOI AHSAS BAQI HAI BADLTAY MOSMOON K DARMIYAN AIK RAZZ BAQI HAI ABI TO MAIN SAFAR MAIN HOON MILAIN GI MANZLAIN MUJKO MAGAR IN RASTOON K DARMIYAN IK SATH BAQI HAI KAHAIN PAR SHAM DHALTI HAI KAHAIN PAY RAT HOOTI HAI ABI TO CHAND HAI CHAND KI RAT BAQI HAI CHALY AAO KISE DIN TUM HAMRA HALL B DAIKHO HAMRA JISAM MURDA HAI MAGAR AIK SANS BAQI HAI UMEED HAI PHIR B WO MILAY GI HAMAIN AIK DIN KHUDA PAR HAI BHOROOSA ABI KHUDA KI ZATT BAQI HAI

472 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook