Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'se'

Mari dunia

Meri dunya main beshak andhera rahe Tere lab pe hansi ka basera rahe Phool khiltay rahen tere 4ron taraf Tere har simt khushbu ka daaira rahe Zindagi main teri shaam aaye nahi Ek chamakta damakta saweera rahe Tu mere sang ho ye zaroori nhi Bas tu jahan b rahe sirf mera rahe.

275 chars (2 sms)


Full Mental

Professor to Students: "1 platform 2km lamba hy, Aandhi chal rahi hy 60km/h ki speed se, aur 1 train aai aur mashriq se maghrib ki taraf chali gayi. tou ab sawal yeh hy k meri umar kitni hy?" Saaray Students hairaan ho kar aik doosre ki taraf dekhne lagay, 1 Student ne jawab dene k liye haath kharra kiaa. Student: Sir apki umar 42 saal hy. Professor: Good, lekin tum ne kese calculate kiaa? Student: Sir humare ghar k pass 1 aadmi rehta hy, woh half mental hy aur uski umar 21 saal hy....

494 chars (4 sms)


Dost na banao usko

Hargiz aisey shakhs ki dosti ikhtiyaar na karo jo tumhari buraayion ko yaad rakhay aur tumhari khubiyon ko bhool jaaye...

121 chars (1 sms)


Aik jagah se

Husban: Darling! tum mujhe aik jagah se boht achi lagti ho. Wife(khush ho k): Kahan se? Husband: dooooooooooooor se...

120 chars (1 sms)


Berukhi

Muddat se jin ki aas thi, Woh milay b tou kuch youn milay, Hum Nazar utha kar tarrap uthay, Woh nazar jhuka kar guzar gaye...

126 chars (1 sms)


English Cricket Team Is A Weird Pack

English Cricket Team Is A Weird Pack... The Thinnest Guy In The Team Is Called BROAD, The Ugliest Is Called SWANN, The Guy Behind The Wickets Is Called PRIOR, The Guy Whose Father Is John Is Called PETER SON, The Guy Whose Father Is Luke Is Called ANDER SON, The Slowest Fielder Is TROTT. But They Got One Right : The Guy Not Making Any Noise With The Bat Is Called BELL... =P =D

388 chars (3 sms)


faraz

Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ... Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye

90 chars (1 sms)


Totey khelony

jb chotay the tb bhare hony ki
Bri chahti the..

Par ab pta chala


K..

Adhuray ehsas or totay sapnu se


Adhury homework or
Totay khelony
Ache thay..


183 chars (2 sms)


jaan keh

jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~ Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha

113 chars (1 sms)


ALLAMA IQBAL & QUAID-E-AZAM

Neend aur susti hamare Dushman hain.(Allam Iqbal) Hamain apny Dushman se bhi pyar kerna chahiye.(Quaid-e-Azam) Ab batao benda BABA ki Maney ya CHACHA ki...!!!

160 chars (1 sms)


Mujh Se Bichro Gi Tu Badnaam Ho Jao Gi.

Mujh Se Bichro Gi Tu Badnaam Ho Jao Gi. Saudagaron K Haathon Nelaam Ho Jao Gi. Main Sari Raat Haathon Me Phool Liay Betha Raha, Mujhe Ye Khabar Na Thi K Ek Din Bewafa Ho Jao Gi. Ye Mohabbat Ka Khail Tumhary Bus Me Nahi. Agar Khailo Gi Tu Yun Hi Haar Jao Gi. Kaantay Thay Meri Raah Me Har Dam. Agar Main Chalon Tu Tum Khafa Ho Jao Gi. Ek Din Faaqeer Rotay Rotay Ye Keh Gaya Zafar ko. Jis Se Tum Pyar Karty Ho Wo Aik Din Bewafa Ho jayGi. ¤KinG Of SmS¤007

457 chars (3 sms)


Kaash main teri haseen Ankhon ka kajal hota.

Kaash main teri haseen Ankhon ka kajal hota. Tere ronay se tere saray Ansuon ko pi jata. Raat ko be-khabri me Jo Tujhe mera khayal aata. Tu main teri ankhon me kuch pehlay se ziada Tehal jata. Subha jab tum apne Naram hathon se saf karti mujhe. Tu main tere nazuk Hathon pe lag sa jata. To apni ankhon me Hamesha pyar se lagati Mujhe, Tu na kabhi khud se Juda kar pati mujhe. Youn teri rangeen dunya Me rehta madhosh. Umar bhar me karta teri Ankhon ko roshan. Kash main teri haseen Ankhon ka kajal hota. ¤KinG Of SmS¤007

526 chars (4 sms)


Mujhe apne barbad Hone ka gum nahi

Mujhe apne barbad Hone ka gum nahi, Teri barbadi ka suna Tu bohat roya. Main ne Har pal har Su tujhe Yad kia, Jab Tujhe Apni Yad se Gaafil paya tu bohat Roya. Ye zindagi Ye Ronaqein Ye ranjishein, Jab in Sab me Tujhe Tanha paya Tu bohat Roya. Main ne apne Dil k har Konay me sirf tujh ko hi Bsaya, Tere Dil me Basa jab Koi Or dekha Tu bohat Roya. zafar! Jaanta tha k To Es k Nasib me nahi Hai. Lekin phir B tujhe khuda Se Baar baar maanga Tu Bohat Roya. 03459191007 ¤My Life"My Poetry¤

489 chars (4 sms)


Har taraf har jagah

Har taraf har jagah beshumar aadmi Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Subah se shaam tak bojh dhota hua Apni hi laash ka khud mazaar aadmi Har taraf bhaagte daudhte raaste Har taraf aadmi ka shikaar aadmi Roz jeeta hua roz marta hua Har naye din naya intezar aadmi Zindagi ka mukkaddar safar dar safar Aakhri saans tak bekaraar aadmi

334 chars (3 sms)


Yahan Lehroon Nay Saahil Say

Yahan Lehroon Nay Saahil Say Judda Hona Hi Tha Jis Tarhan Hum Nay Chaha Us Tarhan Hona Hi Tha Raiza Raiza Ho Kar Beekhra Fizzaon Main Baddan Chaandni Ki Chaah Main Yeh Haadsa Hona Hi Tha … Hadoon Say Ghuzar Kar Hum Nay Pooja Tha Jinhain Un Haseen Logon Nay Aakhir Dewata Hona Hi Tha Ummar Bhar Dil Shaad Rehta Tark-E-Ulfat Pay Mera Ek Baar Tu Woh Poochta Agar Bewafa Hona Hi Tha Hain Mundaamil Ab Chahatoon K Woh Zakham Jal K Dil Ki Raakh Nay Aakhir Dawa Hona Hi Tha

466 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook