Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'se'

KABHI YAAD AYE TO PUCHNA....

KABHI YAAD AYE TO PUCHNA ZARA APNI KHALWAT E SHAAM SE KISAY ISHQ THA TERI ZAAT SE KISY PYAR THA TERAY NAAM SE ZARA YAAD KARO K WOH KAUN THA JO KABHI TUJHAY BHI AZIZ THA WOH JO JEE UTHA TERAY NAAM SE WOH JO MAR MITA TERAY NAAM PE HUMAIN BERUKHI KA HAI NAHI GILA K HAI YAHI WAFAON KA SILA MAGAR AISA JURM THA KAUN SA K HUM GAYE DUA O SALAM SE NA KBHI VISAAL KI CHA KI NA KBHI FIRAQ MAIN AAH KI K MERA TAREEQA E BANDAGI HAI JUDA TAREEQA E AAM SE...

445 chars (3 sms)


Frd

Please Fill Honestly... *) Cheezain Jo Ap Meri Kabhi Na Bhool Sako 1- 2- 3- *) 3 Name Jis Se Tum Mujhe Bulao 1- 2- 3- *)3 Alfaz Mere Liye 1 2 3 MST RPLY

158 chars (1 sms)


Apne ehsas se cho0 kr m0je sundal kr do,..

Apne ehsas se cho0 kr m0je sundal kr do, Main kai sadi0n se adhora ho0n mukaml kr do, Na tmhen h0sh rahy na m0je h0sh rahy, Is qadar to0t k chao m0je pagl ker do, Tm hatyli ko mere pyar ki mehndi se rang do, Apni ankho main mere nam ka kaj0l kr do, Dho0p he dho0p ho0n main to0t k barso m0je per, Is qadar to0t k barso meri ro0h ko jal thal ker do, Is k say main mere khwab mehak 0then gy, Apne chary pe umeedo bhara anchal ker do, Apne h0nto se k0i m0har lagao m0je per, Ek naraz pyar se dkho m0je ghyal ker do

516 chars (4 sms)


SHUKRANA

Aye Khuda...Sun...Zara... Haath Mere Uthey Jab Dua k liye... Lab Hiley,aankh se chand Qatrey Girey Ghaur se main ne Dekhi Hatheli wahan... Qatre Moti k jaisey chamakne lagey... *Khushboo* Ghulne lagi jab Meri Sans me Khul k Ehsaas mujh ko hua iss tarha.... Arsh Par Badalon se Parey Uss Jagah Poori Hone Lagi meri Har ek Dua Wo Dua jiss ko Boya tha Dil k Jahan Aabiyari thi ashkon ki Har pal wahan Soz hardam Tadap aah o zaari Rahi Wo Dua kesey na Rang laati meri? Ek Muddat ye gham mujh pe haawi Rahey Mere SAJDE tere Dar Sawali Rahey aour TU iss Qadar..iss Qadar Mahraban.. Hai Tere hi Karam ki ye sab Inteha Mere Hathon ko Girne se hi qabl yun Bhar Di Jholi meri Tu ne Rabb E Jahan... Hai ye tera Karam... moajza jo kiyaa.... ***WO JO MERA NAHI THA**** mera HOGAYA....

771 chars (5 sms)


Us k hath ki kash me wo lakeer ban jaon.....

Us k hath ki kash me wo lakeer ban jaon Kash me uska muqadar uski taqdeer ban jaon Me usey itna chahon k wo bhool jaye hr rishta Sirf me hi us k hr rishte ki tasvir ban jaon Wo aankhen band kare to aaon me hi nazar Is tarha me us k hr khawab ki tabeer ban jaon…

261 chars (2 sms)


Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota....

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko Mein Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak Jata Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kay Safar Pay Jaati Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kayi Baatein Karta Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta Mein Tere Jism K Aangan Mein Khanakta Rehta Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota

750 chars (5 sms)


Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha....!

Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha Woh laut kar na aaya magar intezaar tha Jo humsafar tha chorr gaya raah main mujhe Main phans gayi bhanwar main woh darya ke paar tha Manzil qareeb aayi to tum door hogaye Itna to tum batao ke yeh kaisa Pyaar tha Chilman giradi yeh kis ne dono ke darmiyan Na woh sakoon se betha na mujh ko qaraar tha Yeh mukhtasar sa haal hai rukhsat ke waqt ka Ankhon main aansu aur Dil beqaraar tha Yeh baat umer bhar samjh na paayi main Kyun Dil mera us ka talabgaar tha

515 chars (4 sms)


Sono Tum Bhool Mat Jana....!!

Mujhe Awaz de dena Kabhi ice cream lao tu! Kabhi murghi pakao tu! Kabhi picnic pa jao tu! Mujhe Awaz de dena Wallet ma maal ziada ho! Jo shopping ka Irada ho! Kabhi dawat ma jana ho! Ya kesi ko dinner pa bulana ho Mujeh awaz de dena Kabhi kisi se ho larna!!!! Tu mjhe disturb na karna! Kesi shaadi ma jana ho! Jaise hi shuru khana ho! Mujhe Awaz De Dena Mujhe Tum Bhool Mat Jana Sono Tum Bhool Mat Jana!!

415 chars (3 sms)


Loadsheding . . . . .

31 December ko is Sal Karachi Mien Loadshiding Ka Akhri Din Hoga!!! Bohat Bohat Mubarak Ho! Congratulation! ... ... ... ... ... ... ... ... Baqi Loadsheding Agley Saal 1st January 2012 Se start Hogi!!!

209 chars (2 sms)


DOSTI..

DOSTI wo hy jo “JANUARY” ki dhoop ho, “FEBRUARY” ki barish ho, “MARCH” ki shaam ho, “APRIL” ki hawa ho, “MAY” ki subah ho, “JUNE” ki chawo’on ho, “JULY” ki khushboo ho, “AUGUST” ki taaron bhri raat ho, “SEPTEMBER” ki chandni ho, “OCTOBER” ki rim-jhim ho, “NOVEMBER” ki bahaar ho, “DECEMBER” ki sard raat ho, Us sardi mai mery sard Hath hon or aap ky leay Dua ek khass ho k, ” SADA KHUSH RAHO “ameen”

411 chars (3 sms)


Saal Ka Aakhri Din Hy...

Saal Ka Aakhri Din Hy Abhi Kuch Dhuup Hy Lekin Zara Si Dair Ko Tey Hy k Aakhir Shaam Hona Hy Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy Anjaam Hona Hy Chalo Mil beth Ker Apne Khasare Baant Lete Hyn Sab Hi Rung aur Jugnuu Aur Sitaare Baant Lete Hyn Zara Si Dair Ko Tey Hy k Aakhir Shaam Hona Hy Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy Anjaam Hona Hy Tou Kyun Na Kuch Shaam Se Pehly Jo Kuch Ghariya'n Muya'asar Hyn Unhii Mein Zindagi Ker Le'n Kisi Ehsaas Ki Sham'ma Jala K In Andhero'n Mein Koi Daam Roshni Ker Le'n Chalo Hum Dosti Ker Le'n Zara Si Dair Ko Tey Hy k Aakhir Shaam Hona Hy Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy Anjaam Hona Hy ... !!!

628 chars (4 sms)


Zakhm dil ka kise dikhyen hum

Zakhm dil ka kise dikhyen hum Dosti kiski aazmayen hum Zabt kARNe ki dal lain aadat Ghar ki deewar kya uthayen hum Maslahat ka yahi takaza hai Jo wo kahte hain maan jaayen hum Berukhi humse ho nahi saktee Bhool jayen teri khatayen hum lab pe rakh kar hansi dikhawe ki Dard-e-dil kab talak chupayen hum Tod dete hain ghar ke log ise Khwab palkon pe kya sajayen hum.

364 chars (3 sms)


ab mai apne janu se mazak bhi ni kar sakti....

Boy; I love you tum dunya ki sab sy khobsort larki ho Girl;acha par tumhary pechy mujh sy bhe khobsort larki khari hy Boy; mor k pechy dekhta hy par wahan koi ni hota Girl;agr tum sach mein mujh sy payar karty to tm kabhi pechy na dekhty i hate you Moral Moral woral kuch ni bs bachi zara taiz nikli . . . .. . . . . . . . Par msg abhi baqi hy mery 2st Boy;chalo jese tumhari marzi,magar ab ye diamond ring mai kisko dunga Girl;lo!! ab mai apne janu se mazak bhi ni kar sakti.

480 chars (3 sms)


Ya phir ye Sara Mamla hi Khatam Kar,

Beet Gaye Sare Mahine Saal Ke, Ab Phir Laut Aya Hain December, Mere Gamo ka mausam Jata Nahi, Ya Allah Kuch Mujh Par Karam Kar, Jab bhi uski yaad ati hain Mujhko, Nahi So Pata Hun Ek Karwat Par, Ab tu Sardi bhi nahi lagti december main, Nahi Rakhta main ek bhi Kapda Badan Par, Allah tu Lauta de phir se wo mahine aur sardiyan, Ya phir ye Sara Mamla hi Khatam Kar,

368 chars (3 sms)


Teri Ibtada koi or hai.....

Teri Ibtada koi or hai..... Tari inteha koi or hai..... Teri bath hum sey hoi to kia...... Tara mudda'a Koi or hai.... Humein Shoq tha bari dair se k teray Sharik-e-safer banein.... Teray sath chal k khabar hoi tera rasta koi or hai..... Tujhe fikar hai k badal dia mujhe gardish-e-shab-o-roz ne..... Kabhi khud se bhi too sawal kar tu wohi hai ya koi hoor hai....

364 chars (3 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook