Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 's'

Chupkey Chupkey Ro Lena

Chupkey Chupkey Ro Lena

Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho
Aur Yaad Kisi Ki Aati Ho
Tub Kamrey Main Bund Ho Jana
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Aankhein Baghi Ho Jaein
Aur Yaad Main Meri Bhar Aaein
Phir Khud Ko Dhuka Mat Dena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Pulkeen Kerb Se Mondi Hoon
Aur Sub Sumjhein Tum Sotey Ho
Tub Moan Pe Takya Rakh Lena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Yeh Duniya Zalim Duniya Hai
Yeh Baat Bohoot Phailaye Gi
Tum Samney Sub Ke Chup Rehna
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Barish Chehra Dho Daley
Aur Ashk Bhi Boondein Lagtey Hoon
Woh Lamha Hergiz Mat Khona
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena

621 chars (4 sms)


Mujh Ko Pagal Bana

Mujh Ko Pagal Bana Gaye Aansoo
Jaane Kiaa Kia Suna Gaye Aansoo

Koi Roya Tha Hichkion Se Bohut
Aur Kisi Ko Hansaa Gaye Aansoo

Bat Kehne Ki Jab Bhi Koshish Ki
Lab Khule The K Aa Gaye Aansoo

Thapkiaan Jaise De Raha Ho Koi
Behte Behte Sulaa Gaye Aansoo

Nanhe Hathon Ne Thamnaa Seekhaa
Maan Ki Aaankhon Main Aaa Gaye Aansoo

335 chars (3 sms)


Roz Subha Khud Say

Roz Subha Khud Say Ek Wada Kartay Hain
Tujhay Iss Dil Say Bhulanay Ka Irada Kartay Hain
Apni He Baat Say Mukkarr Jatay Hain Maloom Nahi Kyoun
Bheegti Ankhon Ko Khuwab Tornay Ke Liye Amaadah Kartay Hain

204 chars (2 sms)


Neend Aankhon Main

Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye
Tanha Hi The, Kuch Aur Tere Bin Hum Ho Gaye
Dil Kuch Tadap Utha, Zuban Bhi Ladkhadai
Teri Yaad Main Do Aansu Chupke Se Beh Gaye !

174 chars (2 sms)


Aap Se Khafa Hokar

Aap Se Khafa Hokar Hum Jayenge Kahan
Aap Sa Sathi Hum Payenge Kahan
Dil Ko To Kaise Bhi Samjha Lenge Hum
Lekin Ankhon Ke Aansu Chupayege Kahan

145 chars (1 sms)


Ati Hai Yad Teri

Ati Hai Yad Teri, Rota Hai Dil Mera
Girta Hai Ju Bhi Anso, Banta Hai Nam Tera

78 chars (1 sms)


Khuda Kare Ki Pyar Me

Khuda Kare Ki Pyar Me Kisi Ka Dil Na Toote
Jaise Rutha Mera Sanam Kisi Aur Ka Na Ruthe
Rota Hai Dil Aur Toot Jate Hain Sapne
Ankhon Ke Aansoo Bhi Nahin Hote Hain Apne

171 chars (2 sms)


zindagi k khel ko mere

zindagi k khel ko mere siwa jane ga kaun…






zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..

97 chars (1 sms)


Utha kar pho0l ki patti

Utha kar pho0l ki patti nazakat se masal dali...
Phir Ishare se kaha hum dil ka aisa hal karte hain

101 chars (1 sms)


Pee hAy sharaaB har

Pee hAy sharaaB har Gali hAr dukan se,


Ek dosti se ho gaye hay sharaaB k jaam se,


Guzray hAin hum ishQ main kuch aisAy muQaam se,


k nafrat se ho gaye hay MOHABAT K naam se.

188 chars (2 sms)


Pee hAy sharaaB har

Pee hAy sharaaB har Gali hAr dukan se,


Ek dosti se ho gaye hay sharaaB k jaam se,


Guzray hAin hum ishQ main kuch aisAy muQaam se,


k nafrat se ho gaye hay MOHABAT K naam se.

188 chars (2 sms)


Teri Tasweer sE kArta thaa

Teri Tasweer sE kArta thaa Batain,



Mere
Y
GhAr

mAin

AA...INA

nhi thA.

87 chars (1 sms)


yaa RAAB kaheen se Baijh dE,

yaa RAAB


kaheen se Baijh dE,


Soraj kA saibAan


Badal ki


Aankh hAy

mere kAchAy makaan par.

111 chars (1 sms)


jo khayal thay sabhi

jo khayal thay sabhi jall gaye,

mere Lafz maani
Badal Gaye,


to meri nAzAr se he bojh le

Meri zindagi ki pahalian.

126 chars (1 sms)


Kya Kahen Hum Kaise

Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho Gaye
Haalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho Gaye
Mohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana Tha
Apne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho Gaye
Manzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka Pathar
Nayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho Gaye
Hadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin Dard
Muskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho Gaye
Dil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale Tujhko
Khudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!

434 chars (3 sms)


acha dost adalt adhi raat afsos allah pak alone altaf Asif attitude ay dil baba Badmash balochi barish beauty believe benazir bewafa bhaga bharosa bike bivi boys brother bura nahi busy ho Chahat chai chale chinees choose Choot CHUT color cricket Dadi Dard daru dasi dene Devil dhoka dhund dil dil pakistan doori dosti dosto Duwa ehad eid ka din eid mubarak emotional english evening Faiz faraz Farq sirf itna tha forward friends friendship funn Funny gand Gandi ganja gareeb Ghalib ghazal girl girlfriend Girls good morning good night hair haloo hand hansna happy birthday Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad hello! HONTO husan husband hussain I KISS U I LOVE U I love you i miss u if you really love someone arrange ignore janaza jani Janu jhoot jism juda jumma Kaha ho karachi kare karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai khat Khata KHUSHI khushiya King Kiss LABO Lazy life Love Love sms lover mama Marna Married masjid Masoom Maut Meer miss you mohsin Molvi Momin mother mountain Mout muhabbat mulakat namaaz naraz Naseeb nawaz sharif New year sms pareshan Pashto Pathan pepsi peshawar prayers Punjabi pyar quotes ramzan rashid register result rishty romantic sahil sali samandar sanam saqi sardar SAWAL school sehri shadi shadow sharab shayari shoaib shohar socretes songs Story success SUHAGRAT Sunday tabo taxi teacher tera chehra teri dosti Thanks trust umeed urdu uses ustad view wada wafa wapda waqat whet wife winter ya allah Yaadain ye watan Your heart was frozen zardari Zindagi
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook