Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'sa'

Humse pucho kya

Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
bahut mushkil hota hai dil ko samjhana.
ye zindagi to beet he jayege,
bus mushkil hota hai kuch palo ko bhulana..

158 chars (1 sms)


Qalam tutdi nahi,

Qalam tutdi nahi,

Seyahi mukdi nahi,

Nahion Mukda Dilon pyaar usda,

Oh saanu yaad kare na kare,

Saanu rehnda har waqt khayaal usda...

146 chars (1 sms)


AHL-E-DIL Youn bhi

AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,

Dard seene mein chupa lete hein,

Dil ki mehfil main ujaalon k liye,

Yaad ki shama jala letè hain,

Jaltè mausum main bhi ye DEEWANE,

Kuch haseen phool khila lete hain,

Apni aankhon ko bana kar ye zubaan,

Kitne afsane suna lete hain,

Jin ko jeena hai Mohabbat k liye,

Apni hasti ko mita lete hain,

AHL-E-DIL youn bhi nibah lete hain,

Dard seene main chupa lete hain...

436 chars (3 sms)


Kaha us ne bharosa Dil

Kaha us ne bharosa Dil pe etna nai krte

kaha mene Muhbt me kabi socha nai krte

kaha us ne khush rang duniya k nazary he

kaha mene jb Tm ho Hm kuch dehka nai krte

kaha us ne mai tm se door hu lakin tmhare hu

kaha mene k sapno se dil ko behlaya nai krte

kaha us ne tmhari chahat tmhe ruswa kr dy ge

kaha mene shohart se gahbraya nai krte

kaha usne samjh jao meri jaan samjh jao

kaha mene Diwano ko samjhaya nai krte.

442 chars (3 sms)


Samnay na hoon to

Samnay na hoon to trasti hain ankaen,

yaad mai tairi barasti hain ankaen,

mairay liye na sahi in k liye aa jaya kro,

tuj sy baipna muhabt krti hain ankaen,

165 chars (2 sms)


Hum jeetay har baazi

Hum jeetay har baazi tb hi to mashor ho gay,

tairay hansnay mai hansay to anso dor ho gay,

bus ek tuj jaisay dost ki bdolat,

aye dost hm kanch sy KOH-E-NOR ho gay

171 chars (2 sms)


Koi aisa na mila jispar

Koi aisa na mila jispar duniya luta dete,
har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete?
Apne dil ka dard dil mein hee dabaye rakha,
karte bayaan toh mehfil ko rula dete...

173 chars (2 sms)


Kaho ab kia kahun tmse

Kaho ab kia kahun tmse?

btao kia likhon tmko?

mjy tamheed do koi,mjy umeed do koi!

naya ik lafz ho koi !jahan se baat chal nikle,

meri mushkil ka hul nikle !Batao lehja kaisa ho?

K tumse baat krni hay,Muje thora ujala do !

baser ik raat krni hay,

tm apni roshan ankho koagr kholo tu me likhon,

kaho ab kia irada hay?

mjy izhar krna hay k betabi ziada hay.

383 chars (3 sms)


Teri barat chali,

Teri barat chali,

meri mayat uthi,

phool tujh pa bhi tha,

phool mujh pa bhi tha,

farq itna tha ka tu saj ka gay,

mai sajaya gaya,tu b ghar ko chali,

mai bhi ghar ko chal,

farq sirf itna tha tu uth ka gai,

mai uthaya gaya,

mahfil wahan b lagai,

log yahan b the,

farak itna tha k un kah hansna,

wahan un ka runa,qazi udar b tha,

molvi idhar b tha,

farak itna tha taira nikkah parhaya gaya mera janaza parhaya gaya,f

arak itna tha tujhe apnaya gya mujhe dafanaya gaya

510 chars (4 sms)


Usay kehna usay hum

Usay kehna usay hum yad kartay hayn,Diyey jeb shaam ki dehleez pe jalaye jatay hayn,Sitaray aasman pe jeb timtimatay haynShabnam k aanso se phool jeb nahatay hayn,Hum us dem apni aankhon mayn usay abad kartay hayn,Usay kehna usay hem teb yad kartay hay.

254 chars (2 sms)


Usney kaha mujh sey

Usney kaha mujh sey kitna pyar hai, mainey kaha

Setaroon ka bhi koi Shumar hai.

Usney kaha kon tumhain sub se azeez hai,

mainey kaha Dil pe jiska Ikhteyar hai.

Usney kaha kon sa tohfa mein tumhein do,

mainey kaha wohi Sham jo Udhar hai.

Usney kaha saath kab tak nebhao gay,

mainey kaha jitnee Sanson ki raftar hai.

Usney kaha mujh ko yaqeen aye kaise,

mainey kaha mera Naam "AITBAR" hai..

416 chars (3 sms)


Lafzoo ki justjo ma

Lafzoo ki justjo ma sub Kuch ganwa dia,wo chal dia ma tarz-e-ada dhundta rha,us ko kisi na rub se lia mang,or ma sajday ma gir k harf-e-dua dhundta rha

152 chars (1 sms)


Hijar ki aag main

Hijar ki aag main sulgo to bura lgta ha

Tm mre dedar ko tarso to bura lgta hy.

Ak tamana hy faqt muj pe mehrban rho

Tm kisi aur ko dekho to bura lgta hy.

Meri roh tarasti hy teri kushbo ko

Tm kahin aur jo mehko to bura lgta hy.

Arzu hay k tere roop ko har pal dekhon

Tm mere pas say utho to bura lgta ha

325 chars (3 sms)


Teray galay main jo

Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uchaal rakhtay hain

289 chars (2 sms)


Mehak dosti ki ishq

Mehak dosti ki ishq se kam nahin hoti,
ishq se zindagi khatam nahin hoti,
sath agar ho zindagi main doston ka,
to zindagi jannat se kam nahi hoti..

151 chars (1 sms)


aa dil Aaas Adhi Raat afsos allah pak anarkali anniversary april april fool aqwaal Atish attitude ayat Baal baba Badmash badmashi Bahon baris barish beer benazir best friends bewafa bhag bhaga Bhai bird bivi boys broken broken heart brother business busy ho Chahat chai chanda choudhry chut come back component cricket Daag dard daru Desh devil Door dorian Dost dosto dukhi Duwa EID KA DIN Election emotional evening faiz Faraz Farq sirf itna tha fever firaq forward funn gajra galyan gandi gareeb ghazal girl girlfriend Girls good night hand hansna happy birthday HATE hazrat ali husan husband husband wife hussain i hate you I KISS U i love u i love you i miss u if you really love someone arrange ignorance imran khan intezar iqbal islam jaat jani jannat Jism jokes juda jutt Kaha ho karachi khawab khushboo khushiya labo Liar mahek makeup mama manzil Marna marne marriage married masjid masoom masroof ho maut memory Mising mitha mohabat Mohsin monday MOUT muhbat mulakat namaz naqab NARAZ Naseeb natural nawaz new shadi new year Pahalia pareshan Parveen shakir pashto patan phol princess pyar qisa question raqeeb river saba Sacha pyar Sagar Sali samandar sardar sawal saza school scolding shadow shakespear sham shaq sharab shayari shia shoaib shohar sindhi songs spit Story submit Success Tabinda tabo takat talash Taqdeer teacher tear tera chehra teri dosti thanks tum yaad to aaogy urdu valen wada waqat wasi wife Ya allah Ya HUSSAIN yaraa ye watan Your heart was frozen zardari Zindagi Zubaida zulfain
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook