Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Ab'

Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz" Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!

123 chars (1 sms)


Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Faraz kya milan ki ab justujoo karein, Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein

90 chars (1 sms)


ye mumkin nhi k sab log hi badal jaty hein

ye mumkin nhi k sab log hi badal jaty hein kuch halaat k saancho me bhi dhall jaty hein khali hathon ko kbhi ghor sy dekha hy Faraz kis tarha log lakeeron sr nikal jaty hein

176 chars (2 sms)


"Na wajood apna, na rooh apni

"Na wajood apna, na rooh apni Bas ik tamasha yeh zeest thehri Na dil lagi main sakoon paya Na aashqi main qarar paya Na wasl lamhay hi raas aaye Na firaaq hi ghum guzaar paaye Ajab yeh chahat k marhalay hain Na jeet paaye na haar paaye Na hi yaadon ki dhund utri Na dil k daaman ko jhaar paaye Na aankhain khawabon ko dhoond paaien, Na khawab aankhon ko dhoond paay'"

367 chars (3 sms)


Uss ny muhabbat ko b ik tijarat samja

Uss ny muhabbat ko b ik tijarat samja Ik dhoka tha main jisy chahat samja Wo mery dil ko torr karr khush hota raha Main kaisa deewana tha jo dard ko b rahat samja Uss ny samja hi nahi rishtoo k taqaddus ko kabhi Yeh faqt khail tha main ny uss ki aadat samja Har baar uss ny dia meri wafa ko fraib Dost Main tha k apny pyaar ko ik abadat samja

345 chars (3 sms)


mujy teri judai ne

mujy teri judai ne yahi meraj bakhshi hy k main jo lafz likhta hoon wo saary lafz roty hain k main jo harf bun'ta hoon ...wo saary bain karty hain mery sang is judai main mery alfaz marty hain sabhi tareef karty hain meri tehreer ki lekan kabhi koi nahi sunta maery alfaaz ki siski falak b jo hila daaly mery lafzon main hy shamil usi taseer k aansu kabhi dekho mery hamdam MERI TEHREER K AANSU

394 chars (3 sms)


Mila wo b nhi krte !

Mila wo b nhi krte ! mila hum b nhi krte ! waafa wo b nhi krte ! khtta hum b nhi krte ! Unhein ruswai ka dukh hai ! hmein tanhai ka dukh hai ! gila wo b nhi krte ! gila hum b nhi krte ! ksi morr pe Takrao aksar ho hi Jata hai ! ruka wo b nhi krte ! ruka hum b nhi krte ! Jb b dekhte hain Unhein ! sochty hain kuch keh dein Un se ! suna wo b nhi krte ! kaha hum b nhi krte ! lekin Ye bhi sach hai k ! muhabt Unhein bhi hai ! muhabt humein bhi hai ! Kaha wo b nhi krte ! zikar hum b nhi krte ....!!!

497 chars (4 sms)


sochta hon

tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi sochta hon jab yad bikharnay lagti hay aur sans attuknay lagti hay jab sooraj gumm ho jata hay aur chand bhi jalnay lagta hay tu khud say poochnay lagta hon yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon. mein kuch easay rehta hon

384 chars (3 sms)


Narrated Abu Huraira:

Narrated Abu Huraira: "Allah's Apostle said, "By Him in Whose Hands my life is, none of you will have faith till he loves me more than his father and his children."Bukhari

172 chars (2 sms)


Bohat Khubso0rat Hy Ye Dua Hamari

Bohat Khubso0rat Hy Ye Dua Hamari Phoolon Ki Tarha Mehky Ye Zindagi Tumhari Muje Kya Chahiye Or Zindagi Me Kabhi Khatam Na Ho Bas Ye Dosti Hamari....

149 chars (1 sms)


Socha n tha is tarah koi apna milega,

Socha n tha is tarah koi apna milega, 1 khubsurat sa mujhko sapna milega, jab kabhi mahsus ho zarurat meri! Bas awaz dena, har waqt apka ye dost apko "apna" milega

163 chars (2 sms)


Phulo se bagiya mahekti rahe ,

Phulo se bagiya mahekti rahe , sitaro se duniya chamkati rahe, hum rahe na rahe, dua h rab se aapki kismat har dam chamkti rahe....

131 chars (1 sms)


Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.

Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai. Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai, Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai. Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko, Isliye hamari Kismat se jalna chod do, Tamanna ho agar hamare dost se milne ki, To jakar AAINA dekh lijiye… Har aahat ehsaas hamara dilaayegi., Har hawa khushbu hamari laayegi.; Hum dosti aisi nibhaayengey yaara! Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !! Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.

611 chars (4 sms)


Us ki judai mein itna kamzor ho gaya hoon Faraz

Us ki judai mein itna kamzor ho gaya hoon Faraz K ab to chilli milli bhi khaon to pait bhar jata hai :-(

106 chars (1 sms)


Kaash chahnay walay hamesha

Kaash chahnay walay hamesha chahnay walay hi rehtay Fraaz.... Par log aksar badal jatay hain Mohabat ho janay k baad...

119 chars (1 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook