Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'g'

Nazarun se agar

Nazarun se agar dur gaya hai tu kia hua
Dharkan ki tarha dil k paas buhat hai.../


Wo jo karta tha rat ki tariki mein mujse baat
Ussay meri tanhai ka ahsas buhat hai.../

176 chars (2 sms)


Meray Mizaj Ki Awargi

Meray Mizaj Ki Awargi Pay Marti Hay..

Main Kya Bataon Wo Ktni Ajeeb Larki Hay..


Wo Janti Hay K Keh Kar Kabhi Nahi Aata..

Magar wo Pher Bhi Mera Intizar Karti Hay..


Wo Janti Hay K Akser Main Jhoot Bolta Hon..

Magar Wo Pher Bhi Mera Aetbar Karti Hay.../

270 chars (2 sms)


Lay Gea Wo Sab Kuch

Lay Gea Wo Sab Kuch Magr Hosla Rehne Dia


Yani Meri Zindagi Ka Silsila rehne dia


Hum gay Thay Us k pass us ko Mananay k Liye


Wo Khafa Acha Laga Hum Ne Khafa Rehne Diya

182 chars (2 sms)


Kaash Koi Samjha Daita ...

Kaash Koi Samjha Daita ...


Guftugo Ke Lamhon Main
Dekh He Nahi Paatay
Ham Tumharay Chehray Ko
Tum Hamari Aankhon Ko
Aaj Aisa Kartay Hain
Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
Baat Chor Datay Hain


Jaane Kiya Lamha Hoga
Jab Ye Hath Hathon Say
Gar Kabhi Juda Hoga
Aaj Aisa Kartay Hain
Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
Hath Chor Datay Hain


Kash Koi Samjha Day
Loag Kis Tarah Dil Ki
Manzilain Alag Kar Kay
Saath Chor Datay Hain
Aaj Aisa Kartay Hain
Bey-sabab Bikhartay Hain
Zaat Taur Datay Hain...

509 chars (4 sms)


tAsvEeR-E-yAar cHupAi

tAsvEeR-E-yAar cHupAi hAi diL mEy,


jAb bHi chAhA gArdAn jHukAi oR dEkH lEe,


NaHi FiKAr tUjHkO yAAd
AAuN mEy,


khAyAl hAi yEh tUjHkO siRf pAuN mEy.../

165 chars (2 sms)


LaMbE sAfAr mE eK

LaMbE sAfAr mE eK aAshiyAnA hO tUm,


AkElE rAAstOn kA dOstAnA hO tUm,


sOchtE hEiN tUm biN ziNdGi kEiSi hOgI,


q K hAmAri khUsHi kA eK bAhAnA hO tUm..

163 chars (2 sms)


Arman mere reza reza

Arman mere reza reza ho gaye hain,
Yun dil k aangan se giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht me koi kya bujhae ga,
Dil is tarah se aaj jalaya hai kisi ne,
Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,
Is tarah ulfat me zakhm khaya hai kisi ne,
Sangdil tha jo aaj wo b ro para,
Usko b tarpaya hai kisi ne.../

313 chars (2 sms)


Kyu unki tamana mai

Kyu unki tamana mai shamil nhi hain hum such tu ye hai k unke Qabil nhi hum,


Ehsan hoga bhule se agr yad karen wo,


Jin ki yad se ek pal b gafil nhi hum.../

166 chars (2 sms)


KyuN bAr bAr tuJh kO

KyuN bAr bAr tuJh kO MoHoBBaT JAtAon mAin,

BeHtAr hAi aB yEhi K TuJhE BHOOL jaOn mAin..


WaqiF tErE sAluq sE SArA jAhAn hAi,
PhiR Kyu ziNdAgE kO oR TAMASHA bAnAo mAin..


NaFrAt kA eK bAr iZhAr To kArEn sAri umAr Jo uN kO SURAT diKhOn MÄiN..


HaSrAt bhAri nigAh kA KOi sAbAb tO hAi,

Tu hAaLe diL tO pUch KAhiN MAR nA jAoN mAin..


GhAm kA mErE iLaAj jAb tU bHi nA kAr sAkA,

PhiR kYu nA iS JAHAN sE piChA CHURAON mAin.../

445 chars (3 sms)


shayari ki kya baat

shayari ki kya baat karte ho ......
hum bhi kabhi shayar they ...........
aaj hum bevde nahi to kya..........
pehle hum bhi mehkhano mein raha karte they.........
aaj sungte hi chad jati hein to kya............
1 zamaane mein pani ki taraha piya karte they........
shayari ki kya baat karte ho ......
hum bhi kabhi shayar they ...........

345 chars (3 sms)


Aap Ko Chaah Kar Kuch

Aap Ko Chaah Kar Kuch Na Chaaha Kabhi,


Meri Chaahat Ka Kuch To Silaa Dijiye,


Phool Murjhaa Gaye Aap Ki Chaah Mein,


Muskura Kar Unhein Phir Khilaa Dijiye.

168 chars (2 sms)


Ajeeb Qarb Ka Alam

Ajeeb Qarb Ka Alam Hai Meri Basti Par,
Ghata Bhi Chaai Hai Barsat Bhi Nahi Hoti,
Silay Hain Hont Koi Baat Bhi Nahi Hoti,
Ajeeb Rang Badalta Hai Asar Ka Suraj,

K Sham Khafa Hai Or Rat Bhi Nahi Hoti,

Main Tumhari Zaat Ka Hissa Bhi Ban Nahi Sakta,

Juda Tumse Meri Zaat Bhi Nahi Hoti.../

296 chars (2 sms)


Apki hansi badi pyari

Apki hansi badi pyari lagti hai,
Apki har khushi hume hamari lagti hai,
Kabhi dur na karna khud se hume,
Jaan se bhi pyari apki yari lagti hai..

148 chars (1 sms)


majburiya hamari wo jaan

majburiya hamari wo jaan na sake
farmano ko hamare wo maan na sake
kehte he wo hame mar kar bhi chahenge
jite ji hame jo pehchan na sake
nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune
hume hi shouq tha aankhe zara bhigone ka
bahut aziz thi aankhe meri jise kal tak
sabab bhi poochne na aaya mere rone ka

306 chars (2 sms)


Na gairon se nazare

Na gairon se nazare milaya karo, qasam hai na dil ko jalaya karo
Humein neend aati nahi raat bhar, na itna humein yaad aaya karo
Nigaahon me jo aa rahe hain nazar wo jazbe labon tak bhi laya karo
Nahin tum ko fursat mulakaat ki na jhoothe bahane banaya karo
Kabhi mere kandhe per sir ko tikaye hume dil ke armaan sunaya karo
Kabhi apne Khayalon me dhaalo mujhe naghmo ki surat me gaya karo

395 chars (3 sms)


adhi raat afsos allah pak alone altaf anal April fool attitude azadi balochi beauty believe best friends bewafa bhag bharosa bike Bister bivi boys brother bund bura nahi busy ho cast Chahat chai chinees choose Choot color cool cricket Dadi daru december dene dhoka dil dil pakistan Door doori dorian dosti dosto Duwa ehad ehd e wafa eid ka din eid mubarak emotional evening Faiz faraz fever fight flirt forward friends friendship funn funny poetry gand Gandi gareeb ghazal girl girlfriend Girls golden words good morning good night hair hand hansna happy birthday Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad HEAD heart heaven hindu hoot hospitality husband I KISS U I LOVE U I love you i miss u if you really love someone arrange ignore inteha jani jannat jhoot jism juda jumma kafan kare karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai khat khobsort KHUSHI khushiya King Kiss kissing LABO life little love Love love lost Love sms lover mama marne Marne wale marriage Married masjid Masoom Maut Meer miss you Momin mother moti mountain Mout muhabbat mulakat naraz Naseeb nawaz New year sms november pagal pareshan Pathan pepsi phatan picture poetry princess pushto qabar quotes ramzan relationship result rishty romantic sabar safar sahil saqi SAWAL saza school sehri shadi sharab shayari shia shohar socretes songs sorry Story success Sweet ghazal tabinda tabo taxi tera chehra teri dosti Thanks trust umeed urdo urdu uses ustad view wada wafa wapda waqat wife wife sms winter without you ya allah ye watan Your heart was frozen zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook