Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'ga'

Bachpan ki neend

Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "Faraz", . . . . Kya umar thi wo k raat huwi, palken jhukeen aur neend aa gayi.

125 chars (1 sms)


Neend

Palken neend se bojhal zarur hein lekin... . . So gaye hum to usey yaad kon karega.

83 chars (1 sms)


Heer aur Ranjha

Heer to Raanjha: Mein tere Ishq mein barbaad hogayi hun, Badnaam hogayi hun, Ruswa hogayi hun. Raanjha: To mein konsa DSP ban gaya hun? mein khud bheek maangta phir raha hun.

175 chars (2 sms)


For your security

Ghar se nikalne se pehle 7 times YA HAFEEZU, YA RAQEEBU parhen. ALLAH TALA apko apni panah mein rakhega.

105 chars (1 sms)


Ajnabee mehfil

Ajnabee mehfil mein kisi se dil na lagana Amjad, . . . Suna hai bin bulaye aany waly bin bataye hi chaley jaty hain.

116 chars (1 sms)


5 baj gaye hain

Shohar aur Bivi mein narazgi ki waja se baat cheet band thi, Ek subha shohar ko zaruri kaam se jana tha to usne raat ko kagaz pe likh diya "MUJHE SUBHA 5 BAJE UTHANA "aur bivi k takiye k pas rakh diya. Subha 8 baje utha to dekha k uske oopar boht se kagaz pare thy aur un pe likha tha "UTH JAYEN 5 BAJ GAYE HAIN"

315 chars (2 sms)


Chahat

Uski chahat se iqrar na karte, Uski qasmon ka aitbaar na karte, Agar pata hota k hum sirf mazaaq hain unke liye, Qasam se hum jaan de dety par pyar na karte.

160 chars (1 sms)


Zindagi uski

Aziz hai mujhe har cheez se dosti uski, Utar gayi hai mere dil mein saadgi uski, Wo apne aap se kese juda karega mujhe, Wo rooh hai aur mein zindagi hoon uski.

162 chars (2 sms)


Sugar ka mareez

Ek kanjoos Pathan ne mithayi ki dukaan kholi aur mulazim k liye akhbaar mein ishtihaar diya. "EK MULAZIM KI ZARURAT HAI Par . . . . Sirf SUGAR k marez raabta karen"

165 chars (2 sms)


Paise ka masla nahi hai

Sardar: Kal koi mera purse maar gaya us mein 2000 rupees thy, Pathan: Jhooty,1500 thy maine ghar ja kar khud giny thy. Sardar: Paise ka masla nahi hai bas tum admi ka pata karo.

179 chars (2 sms)


Wo Ajnabi Tha? Kon Tha? Socha Na Phir Kabhi..!!!

Chehra Koi Bhi Aankh Mein Thehra Na Phir Kabhi, Dil Ne Kisi Bhi Shakhs Ko Chaha Na Phir Kabh, Rootha Zara Si Baat Pe Uth Kar Chala Gaya, Aisa Gaya K Laut k Aaya Na Phir Kabhi, Kuch Youn Mila Ikhlak Se k Bus Ishq Ho Gaya, Wo Ajnabi Tha? Kon Tha? Socha Na Phir Kabhi..!!!

270 chars (2 sms)


Pappu Dadi

Pappu Dadi say:kya hum hamesha 5 hi rhnge? Aap, Papa, Mummy, Mai, Bahan. Dadi: Nhi Beta Jab tumhari Shadi Ho Jaygi to Hm 6 ho Jaynge. Pappu: Fir Behan k Shadi ho jaygi to hm 5 ho jaynge. Dadi: Nhi Beta Jab tumhara Beta hoga to hm fir 6 Ho jaynge Pappu: Fir Aap Mar Jaoge to hm fir se 5..... :D

295 chars (2 sms)


AJJ YAAD BOHAT TUM AYE HO

Ajj Halki Halki Barish hai Ajj Sard Hawa ka Raqs bhi hai.. Ajj Phol bhi Nikhry hain Ajj un main tera Aks bhi hai Ajj Badal Kally Gahry hain Ajj chand pe lakhon pahry hain Khush tukre tare yadoon k Bari dair say dil main thary hain Ajj Yadain uljhi uljhi hain Ajj taar yeh dil k sulge hain Ajj yaad bohat tum aye ho... "AJJ YAAD BOHAT TUM AYE HO"

348 chars (3 sms)


Zardari

"yaqeenan woh shaks goonga hai jis ne mujy dekha aur gaali na di" (Asif Zardari ki kitab "firaun ki wapsi" chapter "haan me kutta hun" page#420)

146 chars (1 sms)


Never Quit

If you stand for a reason, be prepared to stand alone like a tree and if you fall on the ground then fall as a seed that grows back to fight again.

147 chars (1 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook