Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'umeed'

jaatay jaatay wo mujhe

jaatay jaatay wo mujhe achi nishani day gaya
umr bhar dohraaoongi,aysi kahaani day gaya

us say may kuch paa saku?aysi kahan umeed thi
gham bhi wo shayad baraay-e-meherbaani day gaya

sab hawaayen lay gaya mere samandar ki koi
aur mujh ko aik kashti baadbaani day gaya

khayr main piyaasi rahi par us nay itna to kia
meri palko ki qataaron ko wo paani day gaya...

373 chars (3 sms)


UMEED kay MOOTI

UMEED kay MOOTI Arza’an hain, DARVAISH ki JHOOLI khali hay
PHOOLO’ON kay Mehktay Daama’an mein, DARVAISH KI JHOOLI KHALI HAY…!!!

129 chars (1 sms)


Ik nazar dekhna un ka

Ik nazar dekhna un ka tu ye khasa ho ga,
Jane kab tak ke liye mera assasa ho ga,
Khak kar de gi usse hud main jala kar ye to,
Iss Muhabbat ka yahan jo bhi pyasa ho ga,
dey ke umeed-e-Muhabbat wo mujhe bhool gya,
Ye sitam uss ke to nazdik zara sa ho ga,
Apna ye raz-e-Muhabbat tujhe phir don ga bta,
Jab kabhi yar to hum se bhi shnasa ho ga,
Iss tarha kar don Amad apni Muhabbat ko bayan,
Mera har shair mere gham ka hulasa ho ga...(Amad Ali)

451 chars (3 sms)


Din Akele Raat Tanha

Din Akele Raat Tanha Kat Di Mein Ne
Doston Mein Sari Khushiyan Bant Di Mein
Jeevan Ki Bhag Dor Mein Mujhe Mila Hee Kia
Pane Ki Umeed Mein Zindagi Kat Di Mein Ne

163 chars (2 sms)


Kaho ab Kia Kahon TUm Say!

Kaho ab Kia Kahon TUm Say!
Batao ab kia likhon tum ko!
Mujhay Tamheed do koi
Mujhay Umeed do koi
Naya ek lafz ho koi
jahan say baat chal niklay
meri mushkil ka hal niklay
Batao lehja kaisa ho
kay tum say baat karni hai
kaho ab kya irada hai
mujhay izhar karna hai
kay tum ko yeh batana hai
tum aksar yaad atay ho !!!

329 chars (3 sms)


Unka Waada Hai Ki Vo

Unka Waada Hai Ki Vo Laut Aayenge ,
Esi Umeed Pe Hum Jiye Jayengey ,

Ye Intjaar Bhi Unhi Ki Tarah He ,
Kar Rahe They , Kar Rahe He Aur Kiye Jayenge

153 chars (1 sms)


Yeh bhi saach hai k

Yeh bhi saach hai ke nahi koi rishta tujh se...
Jitni umeedein hain wabasta hain tanhan tujh say....
Yeh alag baat tujhey toat ke chaha laykin....
Dil bemaya nain kuch bhi nahi chaha tujh say..!!

198 chars (2 sms)


Beetay rishtay talaash

Beetay rishtay talaash kerti hay..

Khushboo ghunchay talaash kerti hay..

Jab guzarti hay is gali say sabaa..

Khat k purzay talaash kerti hay..

Apnay maazi ki justujoo may bahaar..

Peelay sapnay talaash kerti hay..

Aik umeed baar baar aa ker..

Apnay tukrray talaash kerti hay..!

299 chars (2 sms)


wada na wfa krty

wada na wfa krty wada tou kia hota,
umeed tou band jati taskeen tou ho jati,

77 chars (1 sms)


Kuch Bay Jaan Umeedain

Kuch Bay Jaan Umeedain Hain Zinda!
Kuch Hasratain Hain Baqi!
Toota Tu Buhat Kuch Hai Mujh Main!
Haan Per Kuch Sambhalna Hai Baqi!

132 chars (1 sms)


Faqat Is Liye Main Ne

Faqat Is Liye Main Ne Usay Chor Diya Fahad,
Kaun Kay Usay Is Baat Ki Umeed Bohat Thee............
Aako....

109 chars (1 sms)


Hamare Ansoo Pooch

Hamare Ansoo Pooch Kar Wo Muskurate Hain ..
Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hain ..
Hath Unka Chu Jaye Hamare Chehre Ko ..
Isi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hain ..

165 chars (2 sms)


,*zindagi mein abtak aapka nishaan baki hai,,

*zindagi mein abtak aapka nishaan baki hai,,
aankhon mein na sahi..baaton mein na sahi
dil me...aapka ishq-e-naadaan baki hai*

*iss barbaad mehfil mein raunak bahut hai,,
na dard ki kami,
na nashe ki kami,
khaali hi sahi...par jaam baaki hai*

*meri naakaam mohabatt ka silsila ha yahi,,,
na hai umeedain..na hi saansen
iss pinjar-e-viraan mein abtak jaan baki hai*

377 chars (3 sms)


Palat K Aaoge Tum Intiza

Palat K Aaoge Tum Intizar Kerta Hoon
Qasam Khuda Ki Tumhain Ab Bhi Pyaar Kerta Hoon
Main Janta Hoon k Ye Sirf Karb Deti Hy
Main Chahato''n Pe Magar Aitbaar Kerta Hoon
Kbhio Jo Chaand Utarta Hy Dil K Aangan Main
Main Sochta Hoon Tumhain Aur Beqarar Hota Hoon
Hawa Ko Choom K Bheja Hy Us Nagar Ki Taraf
Main Khud Ko Yun Bhi Beqara Kerta Hoon
Wo Wada Kerti Hy Ker k Mukar Jati Hy
Yaqeen Us Ka Magar Bar Bar Krta Hoon
Khlenge Phool Kabhi Wafao''n K
Khizaye''n Bhi Hon Tou Umeed-e-Bahar Kerta Hoon ....

509 chars (4 sms)


Mujhy ilam Tha Shikast Mera

Mujhy ilam Tha Shikast Mera Naseeb Hai..

Tu UmeedwAr Tha Jeet Ka Tera KYA Bana..

83 chars (1 sms)


,,GO ???? 14 august 1734 aankhain Adalt Adhi Raat afsos allah pak allama animal ankhein anniversary April fool Aunty ay dost Badmash Bahar balochi beauty beggar beqasoor Bewafa bharosa boys broken broken heart brother call cast Chahat chanda choose choot cool cricket Crying dard darji daru dasi dene deth dhoka dirty dirty msg Diwali Sms Dost dost aaj dosto dukhi Duwa EID KA DIN eid mubarak english fairy Faraz faryad flower Forgiveness funny funny sms gadha gandi gandu ganja ghazal girl girls golden golden words Good after noon good night gujjar gurbat gussa haloo hand hansna happy birthday happy new year hate hazrat ali HEAD Heart touching hello Helo hindi hindu husan i love u i love you i miss u if you really love someone arrange ignore imran khan islami Jangal Janu jawab jhoot Jindgi jism jumma kafan karachi karna khafa khali hathon ko kabi gor se dekha hai khushiya kisi aur ko Kya. labo Ladki long Love lund mahek mama manz Manzil marne wale marriage marrige masjid Masoom masroof ho maut mohabat mohabbat Mohsin mola ali molvi morning mother moti mountain Mout mulakat Namaaz Naseeb natak nature nend nigahe pappu pashto patan propose Pyar quran rajni Ramzan reply rishty roje ROMANTIC KISS sabar Sacha pyar safar sahil Salam salary sali samandar santa saqi Sardar sath sawal school send sms shakespear sharab shayari shetan SINDHI Sindhi topi SINDHI TOPI AUR AJRAK songs Soory Success surti takrar tarkhan taxi teachers teri dosti tongue twister trust udas udasiyan urdo ustad wafa Wapda waqt Ya allah ye watan Your heart was frozen
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook