Search Results for 'Ab'
macher ne 1admi ko
din me kata
admin ne kaha tum to raat me kaattay hona?
macher bola
zardari ka dor hai
ghar k halat
kharab hein
overtime ker raha
hoon.
159 chars (1 sms)
Ek chooha sharab k drim mein gira,bahar nikal kar mast hokar sath mein soi huwi Billi ki dum pe paon rakh kar bola:
.
.
.
.
.
"UTH MUNNI, CHULBUL PANDEY TERA DANCE DEKHNE AYA HAI"
179 chars (2 sms)
Beta ro raha tha Abu ne pucha ro rahe ho ?mujhe batao dost samajh kar.
Son:Kuch nahi yaar,sabzi k paiso se apni waali ko Load karwa diya to teri waali ne boht mara hai.
170 chars (2 sms)
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ?
.
.
.
Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.
169 chars (2 sms)
Hitler said: "There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
.
.
Pathan said: Ab bolne ka kya fayida Hitler bhai?
Jab Dictionary khareedi thi tab hi check karni thi na?
172 chars (2 sms)
Aaj mere "JANAZY" main sara shehr shareek tha FARAZ
jab kay kal hum tanhaiyon kay khoof sy mar gay......
105 chars (1 sms)
Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "Faraz",
.
.
.
.
Kya umar thi wo k raat huwi,
palken jhukeen aur neend aa gayi.
125 chars (1 sms)
1947 ka behtareen sms
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Us waqt mobile kahan tha?
Kabhi to apna dimaagh istamaal kiya karo.
109 chars (1 sms)
Aankhon ke darwazy pe neend kab ki aa bethi hai "Faraz",
.
.
.
.
Bas intezaar hai uske kehne ka k..."So jao! hum khuwaab mein aa ke milty hein"
143 chars (1 sms)
When I do good, I fell good
&
When I do bad, I feel bad and that's my religion
(ABRAHAM LINCON)
95 chars (1 sms)
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling...
.
.
.
.
Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.
152 chars (1 sms)
Mere kisi andaaz pe naraz na hona,
Apni pyari si muskaan kabhi na khona,
Sukoon milta hai sun kar aapki hansi,
Hanste rehna zindagi mein kabhi udaas na hona.
160 chars (1 sms)
Ajnabee mehfil mein kisi se dil na lagana Amjad,
.
.
.
Suna hai bin bulaye aany waly bin bataye hi chaley jaty hain.
116 chars (1 sms)
Pathan to Teacher: I'm going ka kya matlab hota hai ?
Teacher: Mein ja raha hun.
Pathan: Matlab bataye bagher to yaha se tera baap bhi nahi ja sakta.
151 chars (1 sms)
Kisi ki chahat ko saza mat dena,
Kisi ki mohabat ko dagha mat dena,
Jisey tum bin jeeney ki aadat na ho,
Usey kabhi lambi umar ki dua mat dena.
146 chars (1 sms)