Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'se'

Rut Haseen Ayi Kesi

Rut Haseen Ayi Kesi Aayaa Jub Wo Pardesi Muskura Diya Jeevan Phool Khil Rahay Aangan Saanvli Si Larki Nay Piyaar Paa Liya Aapnaa Jo Sajaya Thaa Uss Nay Such Hoova Wohi Sapna Khud Pay Naaz Karti Thii Sanvlii Si Aik Larki

228 chars (2 sms)


Aaj teri galiyon se guzri ha myat meri "Faraz"...

Aaj teri galiyon se guzri ha myat meri "Faraz"... Dekh m y k baad b hm ne rasta nhi bdla.

90 chars (1 sms)


Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun...

Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun... Wah wah Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun . . . Dafa ho jao yahan se mein tum se naraz hoon

138 chars (1 sms)


Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . .

Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . . Wo udas ho to zamana bara weraan lagta hai.

99 chars (1 sms)


Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ'

Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ' K kon hai tere dil main jo tujhe sone nahi deta.?.

95 chars (1 sms)


Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Faraz kya milan ki ab justujoo karein, Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein

90 chars (1 sms)


Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ...

Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ... Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye

90 chars (1 sms)


mujy teri judai ne

mujy teri judai ne yahi meraj bakhshi hy k main jo lafz likhta hoon wo saary lafz roty hain k main jo harf bun'ta hoon ...wo saary bain karty hain mery sang is judai main mery alfaz marty hain sabhi tareef karty hain meri tehreer ki lekan kabhi koi nahi sunta maery alfaaz ki siski falak b jo hila daaly mery lafzon main hy shamil usi taseer k aansu kabhi dekho mery hamdam MERI TEHREER K AANSU

394 chars (3 sms)


Mila wo b nhi krte !

Mila wo b nhi krte ! mila hum b nhi krte ! waafa wo b nhi krte ! khtta hum b nhi krte ! Unhein ruswai ka dukh hai ! hmein tanhai ka dukh hai ! gila wo b nhi krte ! gila hum b nhi krte ! ksi morr pe Takrao aksar ho hi Jata hai ! ruka wo b nhi krte ! ruka hum b nhi krte ! Jb b dekhte hain Unhein ! sochty hain kuch keh dein Un se ! suna wo b nhi krte ! kaha hum b nhi krte ! lekin Ye bhi sach hai k ! muhabt Unhein bhi hai ! muhabt humein bhi hai ! Kaha wo b nhi krte ! zikar hum b nhi krte ....!!!

497 chars (4 sms)


sochta hon

tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi sochta hon jab yad bikharnay lagti hay aur sans attuknay lagti hay jab sooraj gumm ho jata hay aur chand bhi jalnay lagta hay tu khud say poochnay lagta hon yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon. mein kuch easay rehta hon

384 chars (3 sms)


When you look ahead to the

When you look ahead to the future or look back at how things used to be, don't forget to look beside you, because that's where you'll find me, loving you with all my heart. Happy Anniversary

190 chars (2 sms)


Narrated Abu Huraira:

Narrated Abu Huraira: "Allah's Apostle said, "By Him in Whose Hands my life is, none of you will have faith till he loves me more than his father and his children."Bukhari

172 chars (2 sms)


New theory:

New theory: . Argument wins the person,but loses the relation so don't argue with your friend just . . . . . . . . . Slap them n say, kum bol kum. ...:D

152 chars (1 sms)


Phulo se bagiya mahekti rahe ,

Phulo se bagiya mahekti rahe , sitaro se duniya chamkati rahe, hum rahe na rahe, dua h rab se aapki kismat har dam chamkti rahe....

131 chars (1 sms)


Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.

Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai. Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai, Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai. Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko, Isliye hamari Kismat se jalna chod do, Tamanna ho agar hamare dost se milne ki, To jakar AAINA dekh lijiye… Har aahat ehsaas hamara dilaayegi., Har hawa khushbu hamari laayegi.; Hum dosti aisi nibhaayengey yaara! Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !! Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.

611 chars (4 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook