Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'u'

Ranj-o-alam..

Ranj-o-alam..
Dard-o-gham…
Hasrat-o-yaas…
Mun ki piyaas……..
WahshataiN…..tanhaii.yaN
AansuoN ka bahr-e-bekaraN
Bekali-o-bebasi….
Dard-e-dil aur bekasi……
Kitni soghataiN dai gia…..
Mujh ko wo meraa faisla

213 chars (2 sms)


Pyaar se pyari koi

Pyaar se pyari koi majboori nahi hoti.
kami apno ki kabhi puri nahi hoti.
Dilon ka juda hona alag baat hai,
Nazron se door hona koi doori nahi hoti.

152 chars (1 sms)


Dil K Afsane Hum Ankho

Dil K Afsane Hum Ankho Se Byan Karenge,
Agar Humare Isharon Ko Smajh Jao Tum.
Hum Geet Naye Sajayenge,
Agar Hoto Se Chhu Lo Tum

131 chars (1 sms)


chup rehkar hum mit

chup rehkar hum mit chale,
or kho gaye tumhari rasili baaton me,
ab to din bhi hume raat nazar aati hai,
jab kho jate hai hum teri kali zulfon me.

150 chars (1 sms)


na chahte hue bhi didar

na chahte hue bhi didar ho gaya,
tujhe dekha to mujhe pyar ho gaya.
socha na tha ki manzar ajib hoga tumse milkar,
par khuda ne tujhse milakar mausam rangeen kar diya.

170 chars (2 sms)


jina sikhaya hume isk

jina sikhaya hume isk ne,
marna sikhaya hume judai ne,
nahi liya karte the jaam kabhi,
pina sikhaya hume teri judai ne.

122 chars (1 sms)


BAN GAYE HO JAAN AB

BAN GAYE HO JAAN AB
AB TO IS DIL ME UTTAR JAO,
MANGA HAI TUMHE KHUDA SE,
EK PAL K LIYE NAHI, IS LIYE KAHTE HAI,
AB TO MERE HUMSAFAR BAN JAO.

145 chars (1 sms)


PIYAR KA MAZHAB

PIYAR KA MAZHAB

"Aik hi dherti per kerte hain , dono rain basera bhi
Neel gagen kay saiy tale gher tera bhi gher mera bhi

Rang-o-nasl ka jghra kaisa, kumba ik, qabila ik
Tere khun ka lal hay rang, vaisa hi rang mera bhi

Tera mera mazhab kaisa, piyar hi sab ka mazhab hay
Ik khuda hay tera bhi,or tera khuda hay mera bhi

kon kisi ka dost hoa, jab haat main sabke khunjer ho
Bund patari main rekhta hay apna saanp sapera bhi

Diar hoi jab burq, giri thi, abtek vehshet tari hay
Thek ker soorej, dobe ga, to chaiy ga andhera bhi

544 chars (4 sms)


KAUN SUNEGA KIS KO

KAUN SUNEGA KIS KO SUNAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN
HUM SE APNE RUTH NA JAYE IS LIYE CHUP RAHETE HAIN

MERI SOORAT DEKHNE WALON MAIN BHI EK AAYENA THA
TOOTA JAB YEH SHEESH-E-DIL SAWAN KA MAHINA THA

TUKRE DIL K KIS KO DIKHAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN
HUMSE APNAY RUTH NA JAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN

AAJ KHUSHI KI IS MEHFIL MAIN APNA G BHAR AAYEA HAI
GHAM KI KOI BAAT NAHI HAI HUMEN KHUSHI NE RULAYEA HAI

AANKH SE AANSO BAHE NA JAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN
HUMSE APNAY RUTH NA JAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN

PYAR K PHOOL CHUNAY THAY HUMNE KHUSHI K SEJ SAJANE KO
PAT JHAR BAN KAR AAYI BAHAAREN GHAR MAIN AAG LAGANE KO

AAG MAIN GHAM KI JAL NA JAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAIN
KAUN SUNEGA KIS KO SUNAYEN IS LIYE CHUP RAHETE HAI

751 chars (5 sms)


Ankhon se dur ho

Ankhon se dur ho par dil se nahi,
Dil me zarur ho par milte nahi,

bus yehi gila hai tumse dost,
tum milte zarur ho par dil se nahi..

138 chars (1 sms)


us se duur janay ka

us se duur janay ka irada na tha
sada sath rehnay ka b wada na tha

woh yaad na karein ge,yeh jante the hum
per itne jaldi bhool jaein ge, yeh andaaza na tha

162 chars (2 sms)


Sabne Kaha Dosti ek

Sabne Kaha Dosti ek dard hai,
Humne kaha dard kabul hai,

sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge,
humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai...

154 chars (1 sms)


Uski yadon mein uski

Uski yadon mein uski baton mein
Us ki duaon mein kahin mera aks to jhilmilata hoga
Lakh masroof hoga apnay kamon mein woh
Par ik pal to meri yad mein bitata hoga

164 chars (2 sms)


ArZo0 HaY TumHAin

ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI,
MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa,
TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki,
MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa...

132 chars (1 sms)


JIS NAZAR SE DEKHTE

JIS NAZAR SE DEKHTE RAHE IS DUNIYA KO HUM,
UN AANKHON MEIN HAMARI KOI PEHCHAAN BHI NAA THI

92 chars (1 sms)


aankhain acha dost adhi raat afsos aisi konsi ali baba allah pak allama alone animal Asif baba balochi bang best friends bewafa Birthday sms Bister bivi biwi ne kameez utari boys brother bund bura nahi busy ho cast Chahat Choot CHUT cigareete color cool cricket Crying Dard daru dene dhoka dhund doori dorian Dost dosti drink dukhi Duwa ehd e wafa eid ka din eid mubarak Election elephant evening Faiz fever fight friendship funny poetry galti Gandi gandu ganja Ghalib ghazal girl girlfriend Girls good morning good night goto hair hand hansna Happy dewali Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad HEAD heart heaven hello! hospitality hussain i hate you I KISS U I LOVE U I love you i miss u ignore inteha intezar iqbal islami Janu Jindgi juda judai jumma jutt Kaha ho karachi kare khan sahab khat Khata khobsort KHUSHI khushiya King Kiss kissing Kya. LABO Lazy little love lost love Love love lost Love sms lover mama manz marne Marne wale marriage Married Masoom masroof ho Maut Meer miss You Sms mitha mohsin Momin mother moti larki mountain Mout muhabbat mulakat nangi naraz nawaz new year New year sms november paisa pappu Pathan peshawar picture Polution Punjabi pushto quotes raaz ramzan register romantic safar sahil samandar sanam santa banta SAWAL saza scenery school sehri shadi shadow shayari shia songs sorry Story success tabo takat Taskeen tasveer teacher teachers tere hath se teri dosti thandi hawa trust umeed uses usy kehna veena wada wafa waqat whet winter without you Yaadain ye watan Your heart was frozen
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook