Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Ali'

muhabbat


MOHABBAT!

jis ke bagher app ki zindagi adhori hay.

jis ke bagher her rishta be mayeni hay.

MOHABBAT

jis ke bagher kainat ka her rung be rung hay.

jis ke bagher her ehsaas khali burtan ki terha.

MOHABBAT.

jis ke bagher insaan bemool.

MOHABBAT.

jo anmool bana deti hay her rishte her ehsaas ko.

her shey her rung ko.

347 chars (3 sms)


Kisi ko tum chaho

Kisi ko tum chaho aur woh tumhein thukra day, Yeh uski badnaseebi hai. Koi tumhein na chahey aur tum usse zaberdasti apna banana chaho, ye tumhare nafs ki zillat hai Hazrat Ali (A.S)

182 chars (2 sms)


Ikhtiyar, taqat

Ikhtiyar, taqat aur daulat milne par log badaltey nahin balkey be-naqaab ho jatey hein Hazrat Ali (A.S)

103 chars (1 sms)


Jab aankhein nafs ki

Jab aankhein nafs ki pasandeeda cheezein dekhnein lagein to dil anjaam say andha ho jata hai Hazrat Ali (A.S)

109 chars (1 sms)


Acha Dost.....

Acha dost kitni dafa hi kyun na ruth jaye ussey mana lena chahiyeh kyun ke tasbeeh ke daney kitni dafa hi kyun na bikher jayein chun liye jatey hein Hazrat Ali (A.S)

165 chars (2 sms)


Bat sajdoon ki nahi khaloos-e-Niyat

Bat sajdoon ki nahi khaloos-e-niyat ki hoti hy IQBAL Aksar log khali hath laut atey hain her NAMAZ k baad

109 chars (1 sms)


ye mumkin nhi k sab log hi

ye mumkin nhi k sab log hi badal jaty hein kuch halaat k saancho me bhi dhall jaty hein khali hathon ko kbhi ghor sy dekha hy Faraz kis tarha log lakeeron sr nikal jaty hein

177 chars (2 sms)


ye mumkin nhi k sab log hi badal

ye mumkin nhi k sab log hi badal jaty hein kuch halaat k saancho me bhi dhall jaty hein khali hathon ko kbhi ghor sy dekha hy Faraz kis tarha log lakeeron sr nikal jaty hein

177 chars (2 sms)


cat scanning

Ek Sardaarji ka Paltu Kutta behosh hogaya. Sardaarji usko leke Vetirinary Hospital gaye aur Doctor se bola iski timaardari karo. Doctor thoroughly checked the dog and said it is dead. Sardar rone laga bola Dr. ek baar aur try karo. Doctor inside room mai gaya aur ek Billi le ke aaya aur us Dog per billi ko khara ker diya. Billi us dog ko smell kerne lagi at all places aur chali gayi. Doctor said, no it is dead. Sardar ne pooncha kitna payment dena hai? Doctor bola 100 Rs. hospital fee and 500 rupee for Cat Scanning.

524 chars (4 sms)


Full Mental

Professor to Students: "1 platform 2km lamba hy, Aandhi chal rahi hy 60km/h ki speed se, aur 1 train aai aur mashriq se maghrib ki taraf chali gayi. tou ab sawal yeh hy k meri umar kitni hy?" Saaray Students hairaan ho kar aik doosre ki taraf dekhne lagay, 1 Student ne jawab dene k liye haath kharra kiaa. Student: Sir apki umar 42 saal hy. Professor: Good, lekin tum ne kese calculate kiaa? Student: Sir humare ghar k pass 1 aadmi rehta hy, woh half mental hy aur uski umar 21 saal hy....

494 chars (4 sms)


Load Shading

Load-Shedding Mein kya,kya zulam Nahi Huwe Humray saath.
Faraz...

Naala khench Dala kisi Zalim ne Generater ki Rassi samajh kar...!

135 chars (1 sms)


Poetry for you..

Be Sabab Youn Hi Sar-E-Shaam Nikal Aaty Hain,

Ham Bulaien Tu Unhen Kaam Nikal Aaty Hain,

Koi Hamen Shouq Tu Nahi He Aawargi Ka,

Ham Tu Unki Galiyon Me Hamkalam Hone Aaty Hain,

Unki Jafaon K Zakham Kehte Rehte Hain Kuch Is Tarah,

K Raat Ka Andhera Charhte Hi Dard Tamam Nikal Aaty Hain,

Kia Bataon In Husn Walon Ki Tujhe !...Wasi...!

Ham Bulain Tu Parda, Warna Sar-E-aam Nikal Aaty Hain.

=> 03337656310

425 chars (3 sms)


Punctual

I always wanted to be punctual, When i became punctual. I realized that..... "Punctuality is the art of waiting for the careless people"

137 chars (1 sms)


Sweet Ghazal

Urooj par hai Tumhara Mosam,

Khizaan main Tum ko Khareed lengay,

Bano gay Hum say Reham K Talib,

Na Tumko Mohlat Mazeed dengay,

Adaa K Qissay hwy Purany,

Jafa ka Mousam Khatam hi samjho,

Karengy Tum say Hisaab jana,

Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay,

Wafa ki Lalach main Hum nay Jana,

Khoon apna JALA diya hai,

Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko

Saza bhi Sun lo Shadeed dengay,

Urooj par hay Tumhara Mousam,

Khizaan main Tum ko khareed lengay.
.
=> Tanveer Z. .

495 chars (4 sms)


tuut ke dil aa jaaye to....

Der lagi aane mein tumko shukr hai phir bhi aaye to Aas ne dil ka saath na chhoda waise ham ghabaraaye to Shafaq, dhanak, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, phuul Uss daman mein kya kya kuch hai vo daman haath mein aaye to Chahat ke badle mein hum toh bech de apni marzi tak koi mile toh dil ka gahak, koi hamen apnaaye to kyn ye mihr_angez tabassum madd-e-nazar jab kuch b nhi haaye agar koi anjaan agar iss dhoke mein aa jaaye to suni sunaai baat nahin hai apne upar beeti hai phool nikalte hain sholoN se chahat aag lagaaye to jhooth hai sab tareekh hamesha apne ko dohraati hai achchha meraa khwab-e-jawani thoda sa doharaaye to nadaani aur majbuuri mein yaaro kuch toh farq karo ek bebas insaan kare kya tuut ke dil aa jaaye to....

751 chars (5 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook