Chhota bacha dukandar se
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Pak101.com (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
Sardar:Ye Bacha tmara kia lagta hy?
Pathan:Ye Hamara dooor ka saga bhai hy.
Srdar: Dooor ka saga bhai?
me smjha nai?
Pathan: Is k or mere drmiyan
13 Behen Bhai hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Agar Trains Ke Naam Indian Actress Ke Naam Pe Hote To Khabrein Aisi Hoti:
Aaj Bipasha Overload Ho Kar Gayi Hai.
Deepika Ke Neeche Aake Ek Aadmi Mar Gaya.
Accident Mein Mallika Ki Pichli Bogey Tabaah Ho Gayi Hai.
Tej Raftaar Ki Wajah Se Kangana Patri Se Utar Gayi Hai.
Rakhi Pe Chadhne Walo Ki Tadaad Mein Ijaafa.
Rani Chalte-Chalte Bandh Ho Gayi.
Vidya Ki Body Change Karne Ka Faisla.
Katrina Par Gair Kanooni Dhang Se Chadhe Hue 7 Aadmi Giraftaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Aur Biwi Ki Blood Test Ki Report Lene Gaya.
Doctor: “Aapka Aur Aapki Patni Preeto Ka Blood Group Ek Hi Hai?”
Santa: “Hoga, Jaroor Hoga 25 Saal Se Mera Khoon Jo Pee Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Friend Said to Me:
Mere Paas Ghar Hai,
Car Hai, Computer Hai,
2,2 Mobile Phones Hain.
Tere Paas Kya Hai?
Maine Kaha: Mere Paas.
.
.
.
.
Cheeni Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Father to son: How did you write your exam?
.
Son: They had asked questions which I didn't know, so I wrote answer which they will not know
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Girl-Plz Send Me Some Good Jokes.
.
.
.
.
.
.
BOY- Me Padhai Kar Raha Hu...
Aftr 2 min..
GIRL-Kya hua, Aur bhejo n?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Tum Baghair Ijazat Class Me Q Aaye??
Pappu:
Sir' Me Ijazat Leny Hi To Andar Aya Hun.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Patni: aap cigarette mat piya karo, bohot badbu aati hai.
pati ne cigarette pina chhod diya.
Patni: aap paan, gutkha mat khaya karo daant kharab ho jayenge
pati: ne paan aur gutkha khana bhi chhod diya.
Patni: aap bike dhire chalaya karo, kahi accident na ho jaye
pati ne bike dheere chalani shuru kar di.
Patni: aap apne baal thik se rakha karo, acche nahi lagte aise.
pati ne apne baal thik kar liye
@…2 saal baad…@
Patni : Ab aap pehle jaise nahi rahe…
by hearthackervsgirls (few years ago!)