Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!) / 981 views
Similar Jokes
Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?
Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Mom! Papa
Bohot shareef hain...
Mom: Wo kesay?
Son: Jab bhi kisi Larki ko dekhtay hain to...
Foran 1 Aänkh bandh kär letay häin.
;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.
banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ek Baraf Ka Tukra Utha Ker Usey Ghour Se Dekh Raha Tha...
Admi:- Kya Dekh Rahe Ho???
Sardar:- Dekh Raha Hoon Key Yeh Leak Kahan Se Ker Raha Hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei
by Zia Rasool (few years ago!)
A father was teaching
the spelling of word “ASSASSINATION”
to his child.
He says:
ek Gadha(ASS),
uspar ek aur Gadha(ASS)
jispar Mein(I),
aur mujh par sara Desh(Nation)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan ne class main 1st position li:
Teacher ne pucha: Parh likha kar kya banna chahtay ho?
Pathan: Bank ka Chowkidaar. -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Pak101.com (few years ago!)
Thora sa apna face mobile ki
screen k samnay karo Thora sa
or Thora left Bas bas thek he
Hilna nhi Lakh d Lannet e
Kbhi sms b kr dia kro
by Mazhar Khan (few years ago!)