English Kaisi Sikhe?

Santa Ne English Sikhne Ki Class Join Kar Rahi Thhi, Ek Din Apne Ek Dost Ko Bola.

Santa: “Tu Mujse Kuch Bhi

Puch Le Mein Uska Angreji Mein Jawab Dunga”

Dost: “Achhha, Chal Agarbati Ki English Bata?”

Santa: “Le Yeh Bhi Koi Mushkil Sawal Hai, Isska Jawab Hai – If 32“

by Pak101.com (few years ago!) / 826 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Lady to Doctor: Mujhe Gas ki

Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me
na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par
kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .
(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas
me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab
hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hadd Hai, Abhi Tak Samajh Nahi Aayi

Ek Ladka Rishta Mangne Apni Girl Friend Ke Ghar Gaya Taki Unki Ab Jaladi Hi Shaadi Ho Jaye,

Lekin Waha Ladki Ke Baap Ne Ladke Ko Bahut Mara Utha-Utha Ke Patka,

Maar Khane Ke Baad Ladka Utha Aur Bola: “To Main Inkaar Samajhu?“

by Pak101.com (few years ago!)
Kal Muje 10 logo ne Peeta

Banta: Kal Muje 10 logo ne Peeta.
Santa: Phir tune kya kiya?
Banta: Maine kaha salon ek-ek karke aao.
Santa: Phir?
Banta: Phir kya, Salon ne ek-ek karke dubara Peeta !

by Mazhar Khan (few years ago!)
Shaadi Ko Paribhashit Karo?

Ramu: Shaadi Ko Paribhashit Karo?
Bholu: Shaadi Kapdon Ko Muft Me Dhone Ka Ek Behad Kharchila Tarika Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Bander k bachey na kaha

Bander k bachey na kaha papa meri shadi kab karo gay? Bander nay kaha beta zara sabar karo

Dulhan ko pora sms to parhne doo

by Tanveer Hussain (few years ago!)
ry karo ke umar qaid ho

Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sath Mein Free Thode Dunga

Ek Baar Ek Pathan Amrood Bech Raha Tha.

Ek Aadmi Aaya Aur Bola: “Agar Amrud Mein Se Keeda Nikla To?”

Pathan: “To Saaf Baat Hai, Hum Keede Ke Alag Se Paise Lega“

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar with a new mobile

Sardar with a new mobile called everyone from his Phone Book & said "My mobile No. has changed Earlier it was Nokia 3310 now it is 6610".

by Pak101.com (few years ago!)
Mujhe Laga Aap Mard Ho

Mujhe Laga Aap Mard Ho
Train chali, Santa ek dibbe mai chadh gaya
TT bola: kyun praaji, nazar nahi aati, ye ladies
dibba hai
Santa: Sorry ji, mujhe laga aap mard ho

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Africa kai aik jungle mai

Africa kai aik jungle mai aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1bhikari ki lotry lagi

Dost ke bewafai

Nurse to patient with bleedi..

Top Ten Signs You Bought A B..

Pakistani: Mera beta

Gadhe Ka Aashirwad

Auto Me Takli

Bahen ki vidayi me uska chho..

Very Good Intelligent Hoo

sir ka msg aaya hai

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook