Tony: Boss Maine Galati Nhi Kiya
Tony: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Pak101.com (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
An engineering girl and guy went to a restaurant.
The guy wanted to ask for the menu,but he forgot wht it was called.So he acted damn cool and said....
"Waiter,SYLLABUS plz......."
by Pak101.com (few years ago!)
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar
rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd
nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe
1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil
rahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
4 cheezain khatam hone per boht taklef dayti hain…! . .
1– Mohabbat
2– Rishta
3– Aietebar OR
4– ITWAR…:)
Itwar wala dukh ziada bara hai ;-):-p:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....
by Pak101.com (few years ago!)
Banta to Doctor : Doctor Sahab! Mein apna dimag daan karna chahta hu.
Doctor : Hoga to hum le lenge
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : My Girlfriend broke up with me and sent me pics of her with her new
boyfriend .
-
-
-
Friend : Really Bad ,
What did you... do ?
-
-
Boy : I sent those pics to her Dad ... DHinka
chika...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewee;What is your date of birth?
Sardar;nov 28.
Interviewer;which year?
Sardar;abey ullu everyyear.
by tanveer hussain (few years ago!)
SANTA in court(sad): Bachpan
me agar maa ki baat suni hoti to aaj yeh din na dekhna
padta.:(:'(
JUDGE: Kya kehti thi maa?:/
SANTA: Judge sahab aap bhi
kya baat kar rahe hoo
Jab baat hi nahi suni to kaise bataau ki kya kehti
thi.
by Pak101.com (few years ago!)