Girls ki ek smile boys
Girls ki ek smile boys ko confuse kr deti hai,
Sala pura din smj nhi ata k. .
.
.
.
... .
. .
.
.
Hans k dekh rhi hai,
Ya Dekh k hans rhi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
Man to pandit-phir se ladki hui hai naam bataiye
pandit-pehli ladki ka naam kya hai
man-neha
pandit-toh iska naam rakhdo "ek aur neha"
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein
kuch kala hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki flight ma tabyat kharab ho gai to Air hostess ne pucha:
.
“R U suffering from fever”?
.
Pathan:”No,I m gul khan from Karachi 2 peshawar”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar:
Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan:
Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar:
Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan:
Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Naman: Yaar Chaman tune us aadmi ko itna bura kyu peeta?
Chaman: Usne mujhe poocha ke “Khaana khaaya kya”?
Naman: Arey, bhala kya galat poocha, bekar hee maar diya tune
Chaman: Main uss time toilet se potty karke aa raha tha…..
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA:Lalaji dettol soap hai,
Lala:ha,
santa:acha vala hai,Lala:ha,
Santa: achi quality ka hai,
Lala:ha bhai ha,
Santa: thik hai hath dhokr 1kg aata do.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pagal hr wqt bolta rehta tha
Ghulail bnaoun ga aur Chirya ko maron ga!
1 din usko Paglon k Doctor k pas ly gaye aur us ka elaj ho gya.
Dr: AB KYA KRO GY?
Pagal:Shadi kron ga, Nokri dhoondon ga, Ghr bsaon ga
Dr: Very Nice! Phir kya kro gy
Pagal: Bchchon ko achhy school bhejon ga,
Un ka birthday mnaon ga, Nekr aur Shirt gift ayegi.
Dr: Good Good! Phir
Pagal: Un ki Nekr sy Elastic nikalon ga,
phir
Ghulail bnaoun ga aur Chirya ko maron ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA-Mai aur Meri Wife 20 Saal se Khush the BANTA-Fir Kya hua?
.
BANTA: Batao Na Yaar!
SANTA: Fir Kya!
by Pak101.com (few years ago!)
DO MACHER BIKE PAR JA RAHE THE... RASTE ME HATHI NE LIFT MANGI TO MACHER NE KAHA DEKH LE FIR TERI MAA KAHEGI KI LOAFERO KE SATH GHOOM RAHA HAI...
by Pak101.com (few years ago!)
7-chatai par 7-sadhu bethe the,
1 Aadmi ne sbse bade sadhu se
pucha-"Baba Ladkiya line nhi
deti ky karu?
Sadhu(chote sadhu se )- 1 chatai
aur laga bhai ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)