Bekaar cheeez
Wo kon c bekaar cheez hai jo kapre k andar hai?
Socho
nai pata
o maa sadqe wo tum ap hi to ho.
by Sabir shah (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Ek pathan interview K lye gaya.
interviewer : “Where is abu dabi?”
pathan: “jis qabrastan me meri Ami Dabi,
wahi per Abu dabi…!!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Hum Saath Marne Ka Soch Kar Dariya Me Kud Gaye
Uppar Pahuch Ke Farishte Ne Bataya.
.
.
.
Beta Teri Waali To Swimming Champion Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Dr. Apki bv sirf 5 ghante ki mehman hai i m sory. Husband: koi bat nai dr.sahb jb 25 saal nikal gye to 5 ghante b nikal hi jayenge
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Drinking n driving dono nalo naal nai ho sakde.
Banta: Y?
Santa: Je speed breaker aa gaya taa peg dul jau.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband and wife chori k topic pr baat kr rahy thay.
Husband: Jo shakhs chori krta ha wo bad mein zarur pachhtata ha.
Wife said romanticaly: Aur tm ne jo shadi se pehly meri nindain churai theen un k bary mein kya khyal ha?
Husband: mein ny pehly he keh dia ha jo chori krta ha pachtata zror hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter
ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di
k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi
by Pak101.com (few years ago!)
MAA=beta kya kar rhe ho...?
BETA=pdh raha hu.
MAA=excelent ! kya pdh rhe ho...?
BETA=ji...GIRL FRIEND ke message.
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Pak101.com (few years ago!)
Sholey ki team ne IPL me part liya,Gabbar ke bowler ne 20 Over me 150 run diye aur extra me 200 run diye
Batao kyun?. . . . .. .. . .. . . .
Kyunki wicketkeepar thakur tha..:
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)