A logical Answer

A logical Answer..

Teacher: Tumhare abu kitne
saal k hain?

Bacha:Jitne saal ka mein
hon,

Teacher”Wo kese?
Bacha:jis din me peda hua
usi din
to wo abu baney.

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 886 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pagal Dentist Se

Pagal Dentist Se:
Kia Dard K Baghair Daant Nikaal Letey Ho?

Dr: Nahi.

Pagal: Me To Nikal Leta Hun.

Dr: Wo Kese?

Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee…..:-p

by Mazhar Khan (few years ago!)
ghar nahi a sakti

wife : ” Ghar nahi aa sakti..” Car ka stearing, gear, break sab chori ho gaya hai..” . .

After 1hour, SHe calls back : “Aa rahi hu, galti se pichli seat pe baith gayi thi..”

by tanveer hussain (few years ago!)
Kanjos ka ghar jal gaya

Aik kanjoos k ghar ko aag lag gai wo ghar ko bacha nai saka

pata hai kiun?

;->

kiun k wo pori raat fire-brigade ko miss calen deta raha

by Sabir shah (few years ago!)
Santa radio thik karwane gya.

Santa radio thik karwane gya.
Mechanic ne dekh k kha: Ye thik hai,Mausam kharab hai,Isliye nhi chal rha.

Santa: Le 100rs,Mausam nya daal de.

by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka fail hua to uske papa ne kaha-

Ek ladka fail hua to uske papa ne kaha-
.
..
.
.
dekh-dekh us ladki ko dekh wo
tumhare sath padhti hai,
.
.
.
.
.
1st aayi hai.
.
.
.
.
.
.
Boy- dekh-dekh kya dekh
.
.
Usiko dekh-dekh ke to fail hua hoon.

by Mohammad Ali (few years ago!)
dr kay band clinic kay agay

dr kay band clinic kay agay lambi linr lagi hui thi

1 sardar bar-bar line main ghusta log usko pakar kay peechay phenk detay

sardar: lagay raho lagay raho salon main bhi aaj clinic nhgi kholon gaa.

by Pak101.com (few years ago!)
Toh Exchange Karna Tha Na

Santa:
Train Me Neend Nahi Aayi
Upar Ki Seat Thi Bahut Garmi Thi

Banta:Toh Exchange Karna Tha Na

Santa:Kisse Karta?
Niche Seat Pe Koi Nahi Tha Hi Nahi

by Pak101.com (few years ago!)
Var Maango Vats, Bhagwan Ji Aaj Khush Hai

Ek Aadmi Ne Bhagwan Ki Tapasyaa Karna Shuru Kari
Kafi Time Ke Baad Bhagwan Ji Uski Tapasya Se Khush Hokar Prakat Hue Aur Bole

Bhagwan: “Var Maango Vats”
Aadmi Sharmate Hue Bola: “Prabhu, Aap Jaisa Soch Rahe Ho Main Vesa Nahi Hu, Mujhe To Vadhu Chahiye“

by Pak101.com (few years ago!)
Kaash dil ki hasrat

Kaash dil ki hasrat poori ho jayai,
Aap dain miss call or wo receive ho jayai,
Sub bhoo ker kerain hum ghanton batain,
Hoosh tub ayai jub aapka balance khatam ho jayai

by Mazhar Khan (few years ago!)
“Assalam-o-Alaikum”

Pathan Larki Se: I Love You.

Larki: Tameez Se Baat Karo.

Pathan: “Assalam-o-Alaikum”

I Love You.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

BANTA Fir Kya hua?

Bakri se door bhag raha tha

Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki K..

Bhaag ke Shaadi Ki

Wife shopping karke wapas aa..

Teacher to saradar

Ap ne Credit Card chori wale

Pati ke marane ke 2re din

1 day God askd me if u hv 2

I had found the secret

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook