Pathan jeail me
Jail me pathan se kisi ne pocha tum se aisi kia galti howi k tum jail me ho?
Pathan:yara hum ne bank lota aur paise jama karane wahen ruk gia.
by Sabir shah (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de
dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi
salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Billi ne Choohey K Ghar Se Aaya Howa Rishta Thukra Diya.
Wajah?
.
.
Aap Kyon Tension Le Rahy Ho.
Ye Un k Ghar ka Masla Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER – Can you Tell
me 2 creatures which
Do Not have Teeth.
PAPPU – I’ll tell ma’am. Teacher – Good. Tell me.Pappu – Grandma and Grandpa. . .
by Pak101.com (few years ago!)
Santa to Pandit – Ye aapke sir pe choti kyun?
Pandit – Ye antena hai, isse aache VICHAR aate
hai,
Santa – Kamaal hai, mere sar par DISH TV hai fir
bhi kuch nahi aata.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Halwai Se,
Tum Kitne Saal Se Jalebi Bna Rhy Ho!
Halwai: Bare Fakhar Se
30 Saal Se,
Pathan: Lakh Di Lanat E
Tere Kolon Aj Tak Jalebi Sidhi Nai Bani..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Friend: Chand Kahan Hy……..?
.
Boy Friend: Chand do Han aik tum or aik upar
.
.
.
.
.
After Marriage
.
Wife: Chand kaha hy
Husband : Andhi hy….?
.
.
.
wo upar kya tera Baap CFL light le k
Bhaita hy.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Looteron Ne Ek Lady Ke Zewar Loot Liye Log Bole:
“Shukar Karo Bhabi Ki Izzat Nhi Looti.”
Bhabi Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Boli.
Babhi: “Kameeno Izzat Bech-Bech Kar Hi To Zewar Liye Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!)
Height of good luck
teacher: Hey Stand up tell me two pronouns
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student: who Me
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Teacher: very good sit down
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor: Cigrate Noshi Insan Ko Ahista Ahista Mar Deti He….
.
.
Charsi:
Haan! To Hamein Kon Si Jaldi He…:-(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki se Bola
I love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K sir Ko Bolti Hun
Pathan: pagal ki buchi sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)