Ek sharabi akash ki taraf
Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?
Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun
by Pak101.com (few years ago!) / 1070 views
Similar Jokes
Agr aik teacher tamam subjects akela nai parha sakta hai
to
;->
aik student sare subject kaise parhe
by Sabir shah (few years ago!)
Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”
Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”
Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”
Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
doctor ne mareez se kaha ke tum ne jo cheque diya tha who cash hone ki bejaye wapis aa gya hay.mareez ne jawabdiya, “mera sar dard or bokhar bi to wapisaa gya hay na doctor sahib”
by Abdul Basit (few years ago!)
Sardar: Mery dada ny 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat di thin.
Dost: Gardanien q nai katin?
Sardar: Wo pehly he kati hui thin...
by Pak101.com (few years ago!)
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman..
by haleema sadia (few years ago!)
Pathan ne Najaiz Ghar Banaya:
Kisi ne Mashwara diya k Ghar k Bahar Chalking kardo ta kay Police samjhay k Purana Ghar hai.
Pathan ne Deewar pe likha...
ANAAR KALI KO REHA KARO.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek lady train se utri, ek pathan se poocha ye konsa station hai?
Pathan ne socha… socha… socha… socha… socha phir bola
“Baji ye Railway Station hai”
by Pak101.com (few years ago!)
in an interview,
interviewer: How does an electric motor run?
SARDAR: dhuurrrrrrrrrr..
Interviewr shouts: stop it !
SARDAR: dhurr dhup dup dup dup..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)