Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'raqeeb'

Qadmon mai bhi takaan thi

Qadmon mai bhi takaan thi, gher bhi qareeb thaa
per kiya karain keh ab kay safar he ajib thaa

niklay agar to chaand dereechay mai ruk bhi jaaey
iss shehar bay-charaagh mai kis ka naseeb thaa

Aandhi nay un ruton ko bhi bay-taaj ker diya
jin ka kabhi huma saa parinda naqeeb thaa

kuchh apnay aap say he usay kash-makash naa thi
mujh mai bhi koi shakhs ussi ka raqeeb thaa

poochha kisi nay mol to hairaan reh gaya
apni nigaah mai koi kitna ghareeb thaa

maqtal say aanay wali hawa ko bhi kab mila
aisa koi dereecha keh jo bay-saleeb thaa...

558 chars (4 sms)


Ghum unko bhi naseeb hotay hain

Ghum unko bhi naseeb hotay hain
Jo log khushnaseeb hotay hain
Hota hai dunya main koi aik hi apna
Warna saray dusray raqeeb hotay hain
Some Hopes: badalna ata nahi humay mosamoon ki tarha
har aik rut may tara intizaar kartay hain
na tum samait sako gay jasay qayamat tak
kasam tumhary tumhay itna pyaar kartay hain

322 chars (3 sms)


Agar kaho to Haal dil ka sunaen tum ko,

Agar kaho to Haal dil ka sunaen tum ko,Agar kaho to Haal dil ka sunaen tum ko,
Tamam Umer samnay bithaien tum ko,

Mere Zakhmon ka haal pocho agar jaan-e-jan,
To ek ek zakham ki tafseel sunaen tum ko,

Mout ki Neend se bhi gehri ek Neend hoti ha,
Tere Baazuon ka ho takiya to dikhaen tumko,

Yahi Dua ha k wo waqt aye ek Baar phir,
Tum jo rootho to hath jor kar manaen tum ko,

Har Shaqs mein mujhe ek Raqeeb nazar aata ha,
Bool aye mere hum nawa kis kis ki nazar se bachaen tum ko

494 chars (4 sms)


raqeebon k sath baithe hai woh mohshin,

raqeebon k sath baithe hai woh mohshin,,

kaise krun salam smjh mai nae ata.

79 chars (1 sms)


sar nama mere naam

sar nama mere naam ka aur khat raqeeb ka..

zalim tere sitam k hain unwan ajjab ajjab...

91 chars (1 sms)


Mere Mehboob Ki Shaadi Raqeeb

Mere Mehboob Ki Shaadi Raqeeb Se Ho Gayi



DUKH IS BAAT KA NAHI


Dono Ne Mujhe Jalane K Liye Shaadi Pe Bulaya


DUKH IS BAAT KA NAHI


Wo Khushiyan Manate Rahe


DUKH IS BAAT KA NAHI


Meri Mohabbat Ka Khoon Ho Gaya


DUKH IS BAAT KA NAHI


Duk Tou Is Baat Ka Hai
K


Wahan




Mujhe










PEPSI Nahi Mili ? :(

362 chars (3 sms)


Kesy hain?

Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->

514 chars (4 sms)


Kesy hain?

Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.

460 chars (3 sms)


kesy hain halaat




Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->

520 chars (4 sms)


aa dil adawat Adhi Raat afsos after death allah pak anarkali anniversary april april fool aqwaal Atish attitude ayat Baal baba bachi Badmash badmashi badnam Bahon baris beer best friends bewafa bhag Bhai bharosa bird bivi boring boys broken heart brother business busy ho Chahat chanda chinees chooma choudhry cricket Daag dard daru Desh devil dil dil pakistan disturbing dorian Dost dosto dukhi Duwa EID KA DIN Faraz Farq sirf itna tha fever firaq Forgiveness forward funn gajra galyan gandi gareeb ghazal girl girlfriend Girls good night gujjar da inteqaam Hadis hand hansna happy birthday HATE hazrat ali husan husband husband wife hussain i hate you I KISS U i love u i love you i miss u if you really love someone arrange ignorance imran khan intezar iqbal jani jannat Janu Jindgi Jism jokes juda jutt Kaha ho karachi khawab khushiya Kya. Ladki level Liar lonely love sms mahek makeup mama Marna marne marriage married masjid masoom masroof ho maut memory mis u Mising mitha mohabat monday muhbat mulakat Namaaz naqab NARAZ Naseeb natak natural nawaz new shadi new year Pahalia parda pareshan Parveen shakir pashto patan pencil phol princess pyar qisa question raqeeb rashid river saba Sacha pyar Sagar Sali samandar sardar sawal saza school scolding sehri shadow shakespear sham shaq sharab Sharafat shayari shetan shia shoaib shohar sindhi Story submit Success Sunday Tabinda tabo talash Taqdeer teacher tear tera chehra teri dosti thandi hawa train tum yaad to aaogy urdu valen wada waqat wife yaraa Your heart was frozen zardari Zindagi
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook