Aey Bhai

Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai.

Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho.
Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.

by Pak101.com (few years ago!) / 900 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Qurbani kon de ga

5 Sardar owr 1 Pathan Helicopter ki rassi se Latky howe thay
.
Pilot ne kaha ke Load zayada hai eslie 1 Fard ko koodna hoga
.
Pathan yai sun kar bola: yai qurbani mai de daita hon
.
Ye sun kar sary sardar taliyan bajany lagy

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Yaar gadha mithai dekhkar kya sochta hoga ?

Santa : Yaar gadha mithai dekhkar kya sochta hoga ?

Banta : Yahi ki "KAASH YAH MITHAI GHAAS HOTI".

by Pak101.com (few years ago!)
Badsha ne Elaan krwaya

Badsha ne Elaan krwaya k Shadi Shuda Mard 2 lines me kharre hon.

1 line me wo jo BV se darte hen 0r

1 me wo jo nhi darte.

Darne walon ki lambi line thi.

Jb k na darne walon ki line me 1 Aadmi tha.

Badsha ne us se kaha: To aap BV se nhi drte. Us ne kaha: Pata nhi g.

Muje to Bv keh gai hai k is line me kharre rhna warna tangain tor du gi!

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kamiyabi hamesha us k qadam

Kamiyabi hamesha us k qadam choomti hai,

jo socks utarne k baad apne paon dhota hai.

.

Zubaida apa

nahi hain bhai Its

Commander Safeguard...

by Pak101.com (few years ago!)
Munna and his Patient

Munna: Bolay to apun ko tera operation dobara karna paray ga.

Patient: Kyun???

Munna: Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain.

Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.

by Pak101.com (few years ago!)
Daal to bana lo pehly

Wo mujhe kehte hai tumein janant bana don gi par banani us ko daal bi nai aati

by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ne ek bachy se pucha

Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k... mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:

by Pak101.com (few years ago!)
Kabil Bano Kamyaab Nahi

Raju Ek Din Shyam Se Puchta Hai.

Raju: "Ek Over Mein Kitni Ball Fenki Jati Hai?"

Shyam: "6 Ball"

Raju: "Galat, Ek Over Mein Ek Hi Ball 6 Baar Fenki Jati Hai"

Kamyaab Nahi, Kabil Bano

by Pak101.com (few years ago!)
12 Boys planed to propose a girl

12 Boys planed to propose a girl
10 came with a rose..
But 1 came with a ring – Thats confidence
But what about the other 1?
Wo sala baraat lekar aaya – OVER CONFIDENCE!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
SunoG Kaam krte waqt

Wife:sunoG Kaam krte waqt mere ko baho me mat lia karo
Tabi Kamwali boli:

Madam achhi Tarah se samjha do,mai to bol-bol ke thak gai..


by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Sardar’s son came back home

Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gay..

Munna bhai k ghr ladki paida..

Sardar rishta mangne gaya

Ek rangile ne apne girlfriend

Mubarak Ho Khan Sab

Sardar

Bat ki paki hain

Docter banun ga

Mirza Ghalib

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook