Kabil Bano Kamyaab Nahi
Raju Ek Din Shyam Se Puchta Hai.
Raju: "Ek Over Mein Kitni Ball Fenki Jati Hai?"
Shyam: "6 Ball"
Raju: "Galat, Ek Over Mein Ek Hi Ball 6 Baar Fenki Jati Hai"
Kamyaab Nahi, Kabil Bano
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Ek Pagal Doosry Pagal Se
(Mayoosi K Sath)
Sab Log Hamen Pagal Kyon Kehty Hain?
Doosra Pagal:Too Dafa Kr Yaar. . Ye Ley Leemo Ki Lasi Pi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :tumhare abu ka naam kia hai?
Pathan:google khan
Teachar :ye kia naam hai
Pathan:hum jahan bi ho wo humen dhondh leta hai
by Sabir shah (few years ago!)
Pappu: Papa Papa, Mujhe Naya Cycle Dila Do Na ??
Papa: Roz Ke Roz Kuch Nayi Demand, Jaake Chup Chap Padhai Karo !!
Pappu (Gusse Se): Accha Toh Aap Nahi Dilaoge ?? Soch Lo
Papa: Kaha Na Abhi Nahi….
Pappu: Thik Hai Toh Kal Ramleela Maidan Mein Mileinge…..
Papa: Matlab
Pappu: Gandhigiri and Annagiri Zindabad
by Pak101.com (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Rano k Pappa ; Paper kesa hua?
Rano : Q1 reh gya, Q2 aa nhi raha tha,
Q4 karna bhol gya, Q5 nazar nhi aya
DAD: OR Q3?
SON: Sirf wohi ghalat hua hy..
by haleema sadia (few years ago!)
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar 1: I’m very kanjoos, I went 2 honeymoon alone & saved 1/2 money.
Sardar 2: You r nothing I saved all my money, my friend was going & I sent my wife with him.
by tanveer hussain (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa- Insaan Ko Zindagi Mein Koi Bhi Problem Hoto Kiske Pas Jana Chahiye...?
Banta- Farmer...!
Santa- kyu..?
Banta - Uske Paas "HAL" Hota Hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:
Molvi Sahab kya
Wazoo k Bagair
Namaz Ho Jati Hai
Molvi : Nahi Hoti
Pathan : Ho Jati Hai
Molvi : O Bhai Nai
Hoti
Pathan: Mene khud
Parh k Dehki Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)