1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Ali (few years ago!) / 760 views
Similar Jokes
Grandfather:
“When I was your age, all I’ve got for Christmas
was an apple and a blackberry.
Boy:
“WHAT! A LAPTOP AND A MOBILE?!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
nepali-ye sham singh ka mobile kaha milega?santa-pta nahi nepali-itni bari company hai or apko pta ni santa ko baad me pta laga wo samsung keh raha tha....
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar ne FootPath ko Rang krne ka theka lia
1st day Us ne 3 Kilo Meter Rang kiya
2nd day 2 KMOr
3rd day 1 KM..
1 admi ne puchaKia baat hy Sardar G?1st day 3 KM2nd din 2 KM3rd din 1 K.M Rang kiya hy,Is ki wja?
Sardar bola:PAA G Rang da daba v te wekho kinni door peya æ.....
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Ghar par movie daikh raha tha,
Achank zor zor chiLLane laga: Oey, Ooye KHOTIYA, Signature na karin Na
Oy Oy Na Ooe Oye na karin KANJRA…
Kamre me achanak BV aai to apne shohar ki ye aawazen sun kar boli:
kon c FiLam vaikh raey Oo g?
Sardar: Apni shadi di.:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police:Bibi Ap Bht Bahadur Hain,Ap Ne Dakoo Ko
Bohat Mara.
Lady:Mujhy Kya Pata Tha k Wo Bechara Dakoo Hay,
MeiN To Samjhi K Mera Shohar Dair Sy Ghar aya
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Dukandar: Bhai Cockroach k liye Powder lylo ?
Pathan: Nahi bhai Cockroach ko itna bhi free nahi karna,
Aaj Powder ly diya tu kal Body Spray mangey ga..
by Engineer Rizwan (few years ago!)
Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Upperwale ki daya se teen larkiyon ke baad
mere larka hua hai
Banta: Yaar tumhare upper kaun rahata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)