NASA Ne 3 Sardar Chand Pe Bheje
NASA Ne 3 Sardar Chand Pe Bheje
Rocket Uda,Par Aadhe Raste Se Vapas Aaya
Jab Sardaron Ko Pucha Gaya To Bole
Aaj Amawas Hai,Chand To Hoga Nahi
by Pak101.com (few years ago!) / 1320 views
Similar Jokes
Ek Dost Dusre Dost Se Pucha,Yaar India Ka Tarakki Q Nehi Hota?1st Dost Reply-Jis Desh Ki Logo ka naam A.K. Dhar,T.K. Kar,Jis Desh Ki Biscuit Ka Naam "PARLE MARIE",Oil Ka Naam "SHALI MAR" Us Desh ki tarakki Keise Hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Jurmana mafi ki Aplication
likho..
Sardar:Jurmana kina a?
Teacher:5 rupay.
Sardar:Ay ly 5 rupay baapu ne kya c
5,10 rupay wastay kisay kanjar di
minnt ni krni….
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bill Gates: Hamare country mein log aaj-kal email
se shaadi karte hain.
Funniest Laloo Yadav: Bill Sahib Ji, hamare Bihar
mein to sirf female se hi shaadi karte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan pehli dafa Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha,
Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pappu Ki Biwi Aur Kutta Dono Beemar Ho Gaye,
Pappu Un Dono Ke Liye Dawa Lene Gaya Aur Dukandar Ko Kaha Ki,
Dono Ki Dawaein Alag Alag Lifafe Main Daal Kar Unke Naam Likh Dijiye,
Main Nahi Chahta Hain Ki Mere Kutte Ko Kuch Ho Jaaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ: Maine kal easy load wale ko bewakoof banaya FARAZ-Wo kese?
RAAZ- Maine usko 100 Rupey diye
or number galat likhwa diya..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy n Girl in a HOTEL
.. Boy: I Love U
.. Girl: I dont Love U
.. Boy: Think again?
.. Girl: I told u No
.. Boy: Waiter,Bring seperate bills for us. Girl : i Love u 2
by hearthackervsgirls (few years ago!)
winter season me :
Golu-Are yaar nadi se bhaap kyu nikal raha hai..?
Molu-Lagta hai machchaliyan chai bana rahi hain..
by Pak101.com (few years ago!)