Office Ja Rha Tha
SARDAR:
Office Ja Rha Tha.
Biwi Pyar Se Boli:
See U In The Evening.
SARDAR Gusse Se:
Dhamki Kise De Rhi Hai,
Mai B Tujhe Dekh Loonga.”:
by Pak101.com (few years ago!) / 1088 views
Similar Jokes
Sunehri Baatein
Zindagi Mein 2 Baaten Hamesha Yaad Rakhna
1) Hawa Chalti Hy Tou
Pattey Hiltey Hyn
2) Aur Nahi Chalti Tou
Nahi Hiltey ...
by Pak101.com (few years ago!)
Only 1412 Days Remaining for ICC Cricket WorldCup 2015.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I'm so excited.
(MISBAH):-D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Sooraj Raat Ko
Kyu Nahi Nikalta?
Banta:
Kya Pata Nikalta Bhi Ho
Andhera Itna Hota Hai Ki Dikhai Kuch Nahi Deta.
by Pak101.com (few years ago!)
Son- Papa sab log shaadi karke pareshan hi hote hain to shaadi kyon karte hain.
Papa- Beta akal badam khane se nahi thokar khane se aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta class mein – madam maine “abc” yaad karli..
Madam -ok , to sunao..
Banta – abcdefghijklemnopqrstuvwxyz…..
Madam - arey aise nahi ….aise suna A for apple
Banta – ok madam…. A for apple.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou
Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA:- yaar tujhe bus me thapad kyo pada?
BANTA:- pata ni yaar,meri photo niche gir gayi thi maine kaha bahenji jara sari uppar karna photo leni hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:- mera dil mobile or tum uski sim ho. boy:- jaanu ek baat puchoo. girl:-ha puchoo.
.
.
.
.
. . boy:-tumhara mobile double sim wala
to nahi hai na...
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Santa – My Wife Died Yesterday.
I am Trying To Cry But Tears Are Not Coming Out,
What To Do?
Banta – No Problem.
Just Imagine She Came Back. :D
by Pak101.com (few years ago!)
santa - radio pe gaane sun raha tha papa tehte hai
bada naam karega.
maa - bijli ka bill tera baap bharega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)