gala kharab
1 admi ka gala kharab tha woh raat 3 baje Dr. ke ghar gaya. Dard ke waja se bahut ahista se pucha Dr. hain?
Uski biwi usse bhi aahista se boli Nahi hai aajao.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
Ap bohat Khoobsurat,
Khush Mizaj,
Mohabbat karne wale.
Aur Mehnti ho.
Chal hun Teri Vaari..
Hun Tu V Koi Lateefa Suna.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kanjoos ne vinod ko khoon dey k uski jaan bachai.
Vinod ne usay MERCEDES gift kardi.
Vinod ko phir khoon ki zarorut padee,
Kanjoos ne phir khoon dia.
Ab k bar Vinod ne till wale laddu gift kiye,
Kanjoos: Ghusse se, mercedez kyu nahi de?
Vinod: Munna!! Ab hamarey ander bhi Kanjoos ka khoon doudh raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boss: Where Were You Born?
Pathan: Peshawar…
Boss: Which Part In Peshawar?
Pathan: Kia Which Part….
Poori Body Born In peshawar..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise kare”.
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
A Sad girl was sitting with her husband
Husband: U r d second most beautiful girl, I've ever seen.
Girl: Who's the first?
Husband: It's YOU When u sM¡le
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor “han bataye aap ko kya takleef hay?”,
mareez: so kar uthta hun to sar adhe khante tak chakrata rehta hay.
doctor “to adhe khante bad utha karein”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Exam Main Question Aaya: Hips Per Essay Likho?
Pappu Apni Pant Khol Kar Hips Dekh Raha Tha, Tabhi Aik Bacha Bola: Miss, Pappu Ne Guide Khol Rakhi Hai! :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Musafir (Gard se): gard saheb kia gari chalne mein itna waqt hai keh main chaye pi aayon.
Gard: is kay yakeen dilane kay liye mein khud aap ke sath chal sakta hon chaye pine kay liye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boss nokrani se:
tujh men begam se ziada maza he.
Nokrani: lekn sahab ji is mehal ke sare nokar kehte hen k tujhse begam men ziada maza he.
by Abdul Sami (few years ago!)