1 saal mai kitna mahine hote hain
Teacher to KG class Student:
1 saal mai kitna mahine hote
hain.?
Stdnt:12 mOnth
Teacher:wow!!
Tmhe kese pata chala.?
Stdnt:
12 mahino mai 12 tareeqo se
tujh Ko Pyaarr jataOnga rree.,.
(,”)
_/((\_ dhinki
<< chika
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1071 views
Similar Jokes
Baap :tumhen school jana kaisa lagta hai?
Beta:jana bi theak aurana bi theak hai lakin beech wala time mujhe khas pasand nai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:
yar ye doctor Parchi pe aisa kya likhta hai jo sirf Medical Store waale hi samjh
paate hen,
Sardar:Wo likhte hen:
“Mene to Loot Liya tu b Loot le.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larka:tm kon si cream lagati ho
Larki khush ho k:koi nai
Larka to lagaya kar na kali
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna
Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai
Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctar Pagal Se
Tum Pagal Kaisy Huway
Pagal:
Main Ne 1 Bewa Se Shaadi Ki
Uski Jawan Beti Se Mere Baap Ne Shaadi Kar Li
Youn Meri Wo Beti Meri Maa Ban Gae
Un K Ghar Beti Hui To Wo Meri Behn Hoi
Magr Main Uski Naani Ka Shohar Tha Is Liye Wo Meri Nawasi B Hui
Isi Tarha Mera Beta Apni Daadi Ka Bhai Ban Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Jie Calls Air India:
How Long Does It Take To Fly To Amritsar??
“Just A Second,”Says Receptionist.
“Thank You”.
Says The Sardar & Hangs Up:))
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan ki cow gum ho geyi
Or woh report darj karane ke liye thaney geya
Sipahi ne report darj karte hoey poochaTumhari cow ki nishani kia hai
Pathan ne kahan k janab wohChalte hoey dum hilati hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband:
Aaj Tumne Ye Kaisa Khana
Banaya Hai,GOBAR Jaisa….
Wife- HEY RAM!!
Is Aadmi Ne Kya-Kya Taste Kar
Rakha Hai….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Professor in Hindi Class : "gaali ki
paribhasha batao.."
.
.
Pappu: "atyadhik krodh aane per
shaaririk roop se hinsaa na kerte
huye, maukhik roop se ki gayi
hinsaatmak kaaryawaahi ke liye
chune huye shabdon ka samooh
jiske uchchaaran ke pashchaat mann ko aseem shaanti ka anubhav hota hai, use hum gaali kehte hai..!!''
.
.
Professor: Aapke CHARAN kahan
hain prabhu..!!
by Pak101.com (few years ago!)