Sardar: Ek Ghar Ko Aag Lagi Hoi
Sardar: Ek Ghar Ko Aag Lagi Hoi Thi Sardar Ne Usi Gahr Mein Sa 6 Admiyon Ko Gahr Sa Nikal Mara.
Usi Waqt Sardar Ko Police Ne Jail Mein Band Kar Diya
! Q ?
Kyun Ke Usne Aag Bunjhane Wale Jo Gaye Hoay Thay 6 Log Unhion Ko Bhar Phank Mara.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1202 views
Similar Jokes
Sardar car ki battery change karwane gaya ...
Mechanic - Sahab, Exide ki daal doon ?
Sardar - Nahin yaar, dono side ki daal de, warna phir
problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 American, 1 Chinese aur
1 Pakistani Chaand Per Gaye.
Teeno Ne Neechay Dekha To Zameen Per 1 Lambi Line Nazar ayi.
American:
Ye NASA Ki Building hai
Chinese:
Nhi Ye Deewar-E-Cheen He
Pakistani:
Oye Paglo Na Ye Building He Or Na Deewar
Ye To Utility Store K Bahir cheeni & Aata lenay Walon Ki Line He.
by Abdul Sami (few years ago!)
1 boy went to meet his GF
when he came back at home
mom asked: Where were you?
boy: To meet my girlfriend
mom, ghusay se: kis liye?
boy: yes, bohat kiss liey
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji Went To Party
And Introduced His Family To His Friends
I Am Sardar And This Is Sardarney
This Is My Kid And This Is My Kidney
by Pak101.com (few years ago!)
Dad, what is the cost of marrying a woman?
I don't know son, I am still paying.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan K Ghar Guest Aa Gaye...
Maa Ne Kaha:
Jao Baita Ja K Mehmanon K Lie Kuch Ley K Aao
Pathan Bahar Gaya Or....
,
,
,
Rikshaw Le Aya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Getting married is just like going to a restaurant with your friends.
You order what you want but when you see what the other person has, you wish you had ordered that.
by Abdul Sami (few years ago!)
Baba Saxidas Ji Ne Aaj Kal Ke Patiyo Ki Udaasi Ko Dekh Kar Bola.
Aaj Ka Har Mard Bechara Do Mushkilo Mein Fassa Hai.
1. Biwi Makeup Kare To Kharcha Bardasht Nahi Hota.
2. Aur Makeup Na Kare To Biwi Hi Bardasht Nahi Hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Snta ki girlfriend ne usko message kya
"I Miss U"
Bohat dair sochny k baad Santa ne jawab diya
"I Student U"
by Pak101.com (few years ago!)
College ke first day; Ladka: Tumhara naam kya hai?
Ladki: Mujhe sab didi kehte hai..
Ladka: WOW MUJHE SAB JIJAJI KEHTE HAIN!
by Pak101.com (few years ago!)