Aqal ki zarorat
Bhanja:Mujhe 200/Rs. Do,
Mama:Tujhe Rupaye Ki Nahi AQal Ki Zarurat Hai,
Bhanja:Ab mai Apse Wahi Cheez to Mangunga Jo
Apke Paas Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 895 views
Similar Jokes
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: shaadi ke baad tumhaari jimmedaari badgayee hai kya?
Banta: haan yaar. pehle sirf mere liye khaana pakaana tha. ab mere biwi ke liye bhi pakaanaa pad rahaa hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pota:dada g ye condom kia hota hai,
dada:chal bhag mujhe nai pta.
Pota:me janta tha budhey tujhe pata hota to aj jayedad k 18 hise na hote
by Sabir shah (few years ago!)
Q: Why did the fat turkey cross the road?
A: To get hit by my car.
by khalid hussain (few years ago!)
Snta Ki Chappal Chori Ho Gyi
Wo Qabristan Paucha Or Waha Baith K Kehne Laga
Chor Ko Kaha Dhundne Jaye Ek Na 1 Din To Yaha Ayega Hi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 DiN Bemari Ny Doulat sy Kaha:
tum Kitni KhushNaseeb Ho Hr Koi tume Pany ki Koshish Krta Hai.
Åur Me Kitni BadNseb, k Hr Shaks Mujse Door Bhagta Hai
DOLAT BOLI:
KhushNaseeb to tum Ho Jise Pa kr Log Apny KHUDA ko yad Karty Hen,
Åur BadNaseeb to Me Hon Jisy Pa kr Aksr Log KHUDA ko Bhool Jaty Hen.
by Abdul Sami (few years ago!)
Nurse ka mangetar bari hasrat se: Janu, meri khuahish hai ke kash mera koi hadsa ho jaye to mai tumhare ward mai admit ho jaon, aur tum wahan meri khidmat karo.
Nurse (muskurate hue): Janu, tumhe mere ward mai koi hadsa nahi balkai moujza hi la sakta hai, kiyu ke mai Labour Room mai Delivery karwati hun.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Meri aulaad nhi hoti
Dost: Aap mazaar pe dua kro
NEXT YEAR
Dost: Kya howa?
Pathan: Nhi howi
Dost: Konsy maazar pe gaye thy?
Pathan: Quaid-e-Azam k Maazar pe
by Abdul Hannan (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai. Dhanno: Tujhe apni padi hai. Meri soch jiske peeche Gabbar ke 10 ghode pade hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dove se nahakar kya karna hai.
2013 me to sabhi ko marna hai.
1 saal khushi se jilo yaro
Agle janam me phir “johnson baby” se shuru karna hai…
by Pak101.com (few years ago!)