GOLU: Tum bheek Q mangte ho
GOLU: Tum bheek Q mangte ho kuch kaam kyon
nahi karte
Bhikari: Sahab kaam to tabhi karu jab is dhandey
se fursat mille
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1033 views
Similar Jokes
Pathan bachay ku lekar nayee kay dukan may dakhil huwa baal katwayee, shave kee aur nayee ku kaha kay bachay kay baal banadu may sabzee lekay aatha hun Jab kafee der huwee aur pathan nae aaya thu naye nay bachay say pucha tmhara baap kidhar gaya Bacha: May tu usay nahee jaanta may thu raastay …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nokrani:Maalkin apki purani sarhee muje nai chaiye.
Malkin: Kyun?
Nokrani:Apki saree pehenne k bad sahab
"Aap"Ko samajh k mere paas b nai aate
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kiya hai.....
.
.
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha,
...........
.
.
.
wah wah..!! wah wah..!!!
.
gaur farmaiyega.....
.
.
..
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha...
.
.
.
.
.
..
..
..
Sadak par jake dekha to khidki pe koi nahi tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
GF IS BEAUTY and WIFE IS DUTY,
GF IS SPRINGROLL and WIFE IS DABBAGOL,
GF IS CHUSKI and WIFE IS RISKY,
GF IS TOOIFROOTY and WIFE IS KISMAT FUTY...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Class Mein Food Engineering Ka Practical Ho Raha Tha,
Professor Ne 1 Chuhe Ke Liye Ek Taraf Cake Aur Dusre Taraf Chuhiya Rakh Di,
Chuha Fauran Cake Ki Taraf Lapka,
Dusri Baar Cake Ko Badal Kar Roti Rakh Di,
Chuha Fir Roti Ki Taraf Lapka,
Is Tarah Kayi Baar Food Item Badle,
Magar Chuha Har Baar Food Item Ki Taraf Hi Bhaga,
Professor: “Bus Saabit Ho Gaya Ke Khana Hi Sabse Badi Jaroorat Hai”
Professor Ne Itna Bola Hi Tha Ke Last Line Mein Se Pappu Ki Aawaz Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha:
main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM
bhi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
English Teacher : Do you know the importance of a period?
Kid:" Yeah , once my sister said she has missed one ,my mom fainted, dad got a heart attack and our driver ran away."
by Pak101.com (few years ago!)
Me ne jo apne girl friend ko parde me rahne ka kaha to us ne foran poilce ko kah dia my boy friend is taliban
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: chalte chalte yunhi ruk jata hun mai,
Bethe behte kahin kho jata hon mai,
Kya yhi pyar hy?
Girl:Nahi, ye Kamzori hy kaminay:->
Drip lgwa le.
by Pak101.com (few years ago!)