Shairi funny
Us ne milne ki b ajeeb sharat rakhi hai
faraz
cycle pe aana aur wo bi bagair seat k
by Sabir shah (few years ago!) / 958 views
Similar Jokes
Ek aadmi apne aap nu kehnda hoya ja raha si k;-”haye oye rabba”aisi zindagi naalo ta maut e changgi aa.
Achanak Farista aa gaya te bolya:- “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lao dasso… paaji hun koi gareeb banda majaak v nai kare
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife bathroom se naha ke nikli to
Pappu use ghur raha tha.!
.
.
Wife romantic hokar: Kuch karne ka irada hai
kya.......?.?
.
.
Pappu usko thappad maar ke bola:
.
.
Kamini Mere garam pani se kyu nahayi..?? :P
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar To Nhi Jaayega….
by nadeem (few years ago!)
Aapko Pata Hai – Ladko Ka Dil Mandir Ki Tarah Pavitra Hota Hai,
Isliye To, Jab Ladke “I Love You” Kahte Hai,
To Ladkiyaan Apni Sandal Utar Leti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka hardin subha 10 ek ped ke upar chadta tha aur sam 4 baje niche ata tha.
Ek din aur ek adme us ladka ko pucha betj har din tu esa kyun karta hai.
Us ladka ne bola me 'MBA' Kiya hun isliy branch maneger hun
by Pak101.com (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla
apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha
jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
One Philosopher said: Every Wife is a 'Mistress' of Her Husband...
'MISS' For One Year And 'STRESS' For Rest of the
Life. :-
by Pak101.com (few years ago!)
masjid mein elaan ho ra tha 1 bach mila hy jin ka hai aa k ly jain
1 pathan masjid gya or bola:hamko b dikhao jin ka bacha kaisa hota hy????????
by sarmad abbas (few years ago!)
1 Chinese Baccha Doosre Se:
Yaar Mere Abbu Ka Intiqaal Ho Gaya Hai
Dossra Baccha: Oh Yaar!!
China Ki Cheezo Ke Sath Yahi Masla Hota Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)