Filhal wohi wapas kardo
Sardar ki beti ko kisi ne sms kia i love you
sardar guse me:jis ne sms kia hai us ko to me poch lun ga. Filhal us ka sms use wapas kar do.
by Sabir shah (few years ago!) / 1007 views
Similar Jokes
Santa Banta se bola “Bhai aaj to chay peene ka maza aa gaya.”
Banta : Santa Jee, agar billi ne dudh me muh na mara hota to aur bhi maza aata!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Some 1 Wrote 2 Sardar
Agr Tum Zaheen Ho To Rs 100 Bhejo Hoshyar Ho To 200
Agr Dono Ho To 300 Bhejo
Sardar Sent Rs600 N Wrote
Oey Main Sabka Baap Hon
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Tumhara Shop Ka Doodh Kharab Hai
Shrbat Me Dala Phat Gaya
Dudh Wale Ne Pocha
Konse Sharbat May Dala Tha?
Pathan : LIMOO PANI Me..
by @irha@ (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah
is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC
batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan: Haan
Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- yaar tum jamun k ped k neeche
Gulab ka ped kyu
laga rahe ho?
.
.
.
.
.
Banta- is liye ki
Dono ped milkar hame
GULAAB JAAMUN
Denge.!!! :D
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Owned A Factory.
He Issued Orders That Only Married Men Would Be Employed.
Friend Asks: Why This ?
Banta Reply: Because Married Men Are More Obedient.
by Pak101.com (few years ago!)
Do bachche aapas main baat kar rahe the.
Pahle bachcha:-pata hai,mere papa kal nai mummy
laye hain ,wo bahot achchi hai.
Doosra bachcha:- pata hai pata hai, pichle saal who
meri mummy reh chuki hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar Ki Patni Sardar Se Boli
Aap Hazaro Me Ek Hai
Sardar Ne Ek Tappad Mara Aur Pucha Baki 999 Koun Hai?
by Pak101.com (few years ago!)