2 choohe vs hathi
2 choohe darkht pe baithe the ,darakht k neche se aik hathi guzra, aur aik chooha us k uper ja gira ,hathi ruk gaya, 2nd:daba k rakh sale ko me bi ata hun.
by Sabir shah (few years ago!) / 1296 views
Similar Jokes
BV se larayi khatam hoi?
1 dost: BV se larayi khatam hoi?
2nd dost: gutne taik k mere pass ai thi
1st: ussney gutne taik kay kia kaha?
2nd: yehi key bed k nichey se nikal aao khuch nahi kahongi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ne Ek Naya Kamaal Kiya…
Wo BANK me jaaker so gaya
Puchho kyun?
Kyunki….
Usne board par Bank ka advertisement padha.. ki
“Yaha SONE Par LOAN Milta Hai”
Innocent Sant
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In A 1OO Meter Race,It Was Announced
1
2
3
Start.
All Started Running Except Santa.
Coach: Why Are You Still Waiting?
Santa: My No Is 4! :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Very Funny Girl ek beautiful college student thi.
Ek bar vo class me late aati hai.
Teacher: Tum late kiyon ho?
Very Funny Girl : Sir Ji, ik londa mera peecha kar raha tha.
Teacher: Par fir kya hua, tum late kaise hui?
Very Funny Girl : Sir, voh londa bahut dheere dheere chal raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:michein kab lagti hain.
Husband :koi khas mausam nai huta jab kui such bat kehta hai mirchein usi waqt lag jati hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: mai tere mobile se apni girl friend ko sms bheju,
dekhte hain kya kahti hai?
Banta: No yar, agar usne handwriting pehchan li to…?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 1: Yar Ye Joray Kahan Bantay Hain?
Sardar 2: Oaey Tu Nahi Janta
Aasman Par
Pehla: Abay Shit Yar
Doosra: Kia Hua?
Pehla: Main Tou Darzi Ko De Aaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ek Din Blood Bank Mein Gaya Aur Udhar
Usne Ek Staff Ke Aadmi Se Puchha
Pappu: “Mujhe Ek Bottle Blood Chahiye”
Aadmi: “Blood Group Bolo”
Pappu: “Koi Bhi Chalega”
Aadmi Hairani Se: “Arey Aisi Kaise Chalega?”
Pappu: “Yaar Girlfriend Ko Love Letter Likhna Hai,
Samjha Kar“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
preeto poti test karvane gayi dr. ne kaha-ye poti nahi halwa hai.
preeto-ek phone kar lu.
dr.-kyo?
preeto-santa ji ko batana hai ki unke tiffin mein poti chali gayi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Army Training Me Ek Officer Ne Santa Se Pucha
Officer: “Ye Tumhare Hath Mein Kya Hai?”
Santa: “Sir Ye Banduk Hai”
Officer Gusse Se Dant Te Hue
Bola: “Ye Banduk Nahi Tumhari Izzat Or Shaan Hai, Tumhari Maa Hai Maa!”
Fir Officer Ne Banta Se Puchha: “Banta Tumhare Hath Mein Ye Kya Hai?”
Banta Kuch Soch Ke Bola: “Sir, Ye Santa Ki Maa Hai Aur Humari Massi Hai Maasi“
by Pak101.com (few years ago!)