Father beta tumne
father-beta tumne college me sabse mushkil kaam koun sa sikha?
beta-2 kaam sikhe.
1 danto se bear ki bottal kholna.
2 tez aandi me 1 tilli se cigerete jalana
by Pak101.com (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Love Marriage Ka Matlab Apny boyFriend Ko husband Banana
Arrange Marriage Ka Matlab ?
KiSi Or K boyfriend Ko Apna husband Bnana.
Toba Toba. . .! :o :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aman school mein hans raha tha,
Chaman bola :- Chup raho
Aman :- Kyun ?
Chaman : mein monitor hoon.
Aman bola: mein CPU hoon, ab bol
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to Ladies:Apka Weight 65Kg Tha,
Aaj 55 Ho Gya Hai..
Apko Koi Danger Bimari Hai.
Ladies:Sir, Zald-Baji Me Mai Aaj Makeup Kar k Nahi Aai Hu.
by Pak101.com (few years ago!)
'Teacher;
Translate into English
"Yad-e-Mazi Azab hy Ya RAB, Cheen le Mjhse Hafiza Mera"
Papu:My Mind is Full of Data Base,
O God!Plz Make Me a Mental Case"'
by Asim Raza (few years ago!)
Lawyer to sardar:geeta pe hath rakho
Sardar:Kamal hai, Seeta pe hath rakha
to baat court tak pohanch gaye,
ab bol raha he geeta pe hath rakho:p
by Abdul Basit (few years ago!)
Mother :tipu sultan kon hai?
Son::pta nai
mother: parhai pe dehan do
son:sara aunty kon hai? Mother : pata nai?
Son:papa pe dehan do.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan: Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aurat Doctor Say: Mera Ye 7 Saal Ka Bacha Wesay Tou Theek Ha,
Mgr Mujhay Lagta Ha K Is Ki Chichi Zara Choti Ha..
Doctor Bachay Ko Chek Kar K Fikar Ki Koi Bat Nhi Ha,
Ap Bas Is Ko Rozana Tiger Biscuits Khilaya Karain,
Ye Masla Hal Ho Jaye Ga…
Agli Subha Nashtay Ki Table Par
12 Boxes Tiger Biscuits Daikh Kar Bacha Khushi Say:
Wowwwww Itnay Saray Biscuits..
Aurat: Khabardar Jo In Ko Haath Bhi Lagaya Tou,
In Main Say Sirf Aik Tumhara Ha Our Baqi Tumharay Papa K Liye Hain… :O :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Raman: Kal Maine Dekha, 4 Aadmi Ek Saath
Swimming Pool Me Koode,
Magar Sirf Ek Ke Baal Gile Huye,
Bolo Kaise?
Chaman: Baaki 3 Ganje Honge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Papa main apni girl friend ko kia doon?
Papa: Wo dikhti kaisi hay?
Boy: Wonderful,Beautiful,Smart Cute...Nazuk pari...
Papa: Mera zong wala number dedo;-)
by Pak101.com (few years ago!)