Ladki Ko Dekha
Ek ladki ko dekha to aisa laga. dusri ladki ko dekha to vaisa laga par dono ne thappad mara to ek jaisa laga.
by Pak101.com (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Dad : Son, what do you want for your birthday?
Son : Not much dad, just a radio with a sports car around it.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar to Milkman: Bhaiyya tum Do din kyu nahi Aaye?
Milkman: Aapki Bhabhi ki tabiyat kharab thi.
Sardar: to Bhains ka dudh le aate!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay...
by Pak101.com (few years ago!)
Police Wala Thanay main ek Mulzim ko bht maar raha tha..
Aur us par bht saare ILZAAM lag raha tha..
Isi dauraan usko phone aaya ke us ke ghar me BETA paida hoa hai..
FoneSun ker us ne doosron ko batya , ye sun kar Mulzim ghussay se Cheekha..
“DAAL de .. ye CASE bhi mere uppar daal de” :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Sharabi sharab se tang aa gaya aur khali botlain tornay laga
Ek tori
Teri waja se meri nokri chali gai
Doosri tori
Teri waja se mera ghar tabah hua
Teesri tori
Teri waja se mujhy BV chor k chali gai
4th uthayi to wo bhari hui thi
Usay rakh k bola
TU SIDE TE reh tera koi kasor nae
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa Se Pitney k Baad
Papa Aap Ne Koi KaLa ilm Seekha hai Kya?
Papa: NAhi Beta
Bacha phir itni Zalim Bala Pakri Kese.. ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Exam me SIR ne nakal Krne Di or kha Bahar jake Na khna k maine nakal krai h
GOLU-na g hum kahenge sir to bhut harami tha,kutte ne hilne b nhi Dia
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Aoo race lagatay hain ...jo hara woh aik hazaar
rupay dega ...
Pathan:
theek hai ...par mujhey raasta nahin maloom ...:S
Sardar:
Bus tum meray pechay peechay rhena ...
Pathan:
Thankz yaar ...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu: Hospital mein operation ke baad Hosh aaney par bola “Doctor Mera Operation Toh Kaamyab Raha”
Aawaaz aayi Hospital, Doctor, Duniyadari sab neeche hee rah gayi…..
Mein Yamdoot Hoon
by Pak101.com (few years ago!)