Osama And Obama Is Doing Chatting
Osama And Obama Is Doing Chatting.
Osama: “Hey, I Am Not Dead.”
Obama: “Haha… No One Would Believe This :P”
Osama: “I Am Sending Another Video of Mine”
Obama: “Lol, Go Ahead People Will Think Its Old :D”
Osama: “Haha, No This Time I Am Sending HD Video In 3D Technology With Glasses :P“
by Pak101.com (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
Ek Raat Do Baje Bahut Tez Baarish Ho Rahi Thi,
Santa Ne Ek Aadmi Ke Ghar Ki Bell Bajai Aur Puchha,
Santa: “Dhakka Laga Doge Kya? Please”
Aadmi Neend Mein Tha Isliye Mana Kar Diya Aur Andar Aa Gaya,
Par Fir Use Ehsas Hua Ki Kabhi Wo Khud Barish Mein Fas Jaye Aur Koi Uski Madad Na Kare To?
Wo Utha Bahar Jaa Ke Bola: “Kya Tumhe Abhi Bhi Dhakka Chahiye?”
Santa Ki Awaaz Aayi: “Haan”
Aadmi: “Theek Hai Par Tum Ho Kahaan?”
Santa: “Yahaan Garden Mein Jhule Par“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Agar tumhe kuch ho gaya to mein Pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?
Funny Husband: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Gf – “I cheated.” Bf – “So what do u think I love u?I was also cheating u for past 2 yrs.”
Girl cried & said “I was talking about exams.”
Boy:oOops
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A Sardarji, very proud of his humour used to say to his wife leaving for the office : `Good bye Char Bacchon ki Maa` .
One day his wife fed up of this answered : ` Bye Bye, Doo Bacchon Ke Baap`.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Army ka Interview dene gaya
Army Man:Agar Maidan Mein
Tumhare Paas Goliyan Khatam Ho Jaye To Kya Karoge?
Santa:Janab, Mein Awazen Nikalunga ... Dhishkoon ... Dishkoon
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye
.
Doctor: Trust me mai shareef admi ho….
.
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef nahi hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi librarian se:-mujhe aatmhatya karni hai.kya aap mujhe aatmhatya per koi achchi book de sakte hain.
Librarian:-nahin bilkul nahin,mujhe pata hai aap mujhe wo wapas nahin denge.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar muje 100 jawan ladke mile to
me desh ko power ful bana sakta
hu
-Vivekanand
.
.
.
.
.
.
Agar muje 100 jawan ladkiyamile
to me ek naya desh bana sakta hu
-Imran hashmi :D.
by Pak101.com (few years ago!)
MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
SON: Khirki sy?
MOM: Woh kaisay?
SON:Kal jab aap ny Bel di tou Papa ny sath wali Aunty sy kaha
" JAAN TUM KHIRKI SY NIKAL JAO".
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)