Ladki Ne Apne Naye Naye
Ladki Ne Apne Naye Naye Bane Boyfriend Se Puchha.
Girl: “Jab Tum Log Girls Ko I Love You Kehte Ho, To Un Ka Haath Kyun Pakad Lete Ho”
Boy: “Bass Apni Hifaazat Ke Liye, Kahi Ladki Thapar Na Maar De“
by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Question: “Government Hospital Ke Doctor Aur Marij Mein Kya Similarity Hai?”
Answer: “Doctor Nurse Pe Aur Marij Farsh Pe Marta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Momo to mehmood sahab
Aapkay kay dost nai kis pagal aurat se shadi ki hai kiya wo andha hai?
Mehmood sahab: momo mein nai tum sai shadi ki hai to kiya mein bhi andha tha?
Mono: chup bey
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER: What is the plural of mouse ?
Pupil: Mice
TEACHER: Good, now what's the plural of baby ?
Pupil: Twins !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FooTbaLL Male Hai Ya FeMaLe.
Aare Jiske Piche
11 Ladke Underwear Pehen Ke
Bhag Rahe Ho Vo Female Hi
Hogi Na
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bania market jata hai underwear purchase karne.
Bania: Yeh kitne ka hai?
Shopkeeper: Rs 500.
Kanjoos Bania: Arey bhai daily wear dikhaao, party wear nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
There are Famous mills in Pakistan
1. Sugar Mill.
2. Cotton Mill.
And the most Famous is.
3. Beta Tu zra Bahir Mill..
by Mazhar Khan (few years ago!)
BV:
Kya Kr Rhy Ho?
SHOHR:
Makiyan Maar Rha Hun.
BV:
Kitni Maar Lin?
SHOHR:
3 Female,
Or2 Male.
BV:
Male FemaleKa KesyPata Chala?
SHOHR:
3 Sheshy K SamnyBeti Ti,
Or2 NaswarPar.
by A. Sami (few years ago!)
Captain of Military: Naujawano aage bado;
Santa aage nahi bada;
Captain: tum aage kyu nahi bade?
Santa: Apne kaha 9 jawano aage bado, mein 10ve
num pe
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height of insult
Boy :-you look like a barbie.
Girl :-*happily* you mean
beautiful&tall ?.
Boy : no, plastic & without brain..XD
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab.
by hearthackervsgirls (few years ago!)