Doctor to injured patient:
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
.
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha...
by Pak101.com (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Sardar: Yar Kal Main Tennu Kinni Wari Cal Keti Par Tu Phone Nai Chukya SHEIKH: Kyn Chukan?
Jera Main 25 Rupay Da Gana
Lugwaya A O Tera Peo
Sunay Ga??
by Pak101.com (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dctr.:Apke 3 daant kese toot gaye?
Pappo:Wife ne karak roti banai thi
Dctr:To khane se mana krdete.!
Pappo: Ji wahi to kiya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ittefaq ka koi jumla banao
Pathan: jis din mere baap ka shaadi tha Ittefaq se usi din meri maa ka bhi shaadi tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ko phansi ki saza sunate howe judge ne pocha:tumhari akhri khawahish hai?
Pathan guse se:mujhe 20 mint do hum wakeel ko mare ga.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Shiv:-Mera Trishul kaha hai?
Parvati:-ganesh le gaya?
Shiv:-Kyu?
Parvati:-Keh raha tha ki
“Girlfriend” ke sath Meggi khane ka program he….
by Pak101.com (few years ago!)
Boy on a date with GF:-jaan main tumse ek baat kahna chahta hoon?
.
GF:-Kya?
.
BF:-Iam already married.
.
GF:-Apne to mujhe dara he diya, main samjhi aapke pass paise nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Silly Man 1- mujhe kal paanch logon ne peeta..
Silly Man 2-to tune kuch nahi
kiya..??
Silly Man 1-maine kaha saalo ek ek karke aao..
Silly Man 2-fir kya hua...??
Silly Man 1-fir kya..sabne mujhe baari baari karke wapas peeta..!!!
by Pak101.com (few years ago!)