biwi ki soch
Biwi Ki Soch Mian BV Apny Kamry Mein Khamosh Bethy Thy
BV Ki Soch: Kiu Ye Mujh Se Bat Nhi Kr Rhy? Kiya Ye Dosri Shadi K Bary Mein Soch Rhy Hein? Kiya Ye Kisi Aur Ko Chahty Hein? Kiya Mein Moti Ho Gai Hn?
Shohar Ki Soch: Agar Is Se Bat Ki To Kahin Paisy Hi Na Mang Le ..
by tanveer hussain (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
4 Pathanon ne mil kar ptrl pump khola.1 bhi customer nhi aya.Q?Ptrl pump was on 1st floor.Phir chaaron ne usi flor pe aik restaurant khola.1 bhi customer nahi. Q?Ptrl pump ka board nhi hataya tha.Phir charon ne 1 taxi li. 1 bhi sawar na hua. Q?2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.Taxi kharab ho gai. Chaaron ne khoob dhakka lagya but taxi wahi ki wahi. Q?2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.Phir charon ne 1 bacha kidnap kia. Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Q?Bachay ka baap bhi pathan tha……!
by tanveer hussain (few years ago!)
Banta: Aur santa, kaisi nibh rahi hai?
Santa: Pooch mat yaar, jab tak sister na kaho, bolti hi nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Naukrani ne malkin se kaha, memsahab gajab ho gaya, pados ki teen auraten aap ki saas ko peet rahi hai.
Malkin naukrani ke saath balakani se aayi aur chupchap tamasha dekhne lagi.
quarreling.jpg
...
Naukarani ne poocha, aap madad karne nahi jayengi?
Malkin: Nahi uske liye teen hi kaafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Rs. 1000 To Bikhari
Mallika arrived at a Railway Station for a shooting.
Bhikhari: Behanji 1 rupiya dedo. Malika gave him
1000 Rs. Secretary: Why u gave him 1000 Rs..?
Malika: Pehli bar kisine behan kaha!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nikah K Bad Dulha: Fees? Molvi: Bv Ki Khubsurti K Mutabiq Dedo Dulha Ne 10 Rupay De Diye Achank Hawa Se Lrki Ka Ghunghat Uth Gya Molvi: Baqaya To Lelo Bhai
by Pak101.com (few years ago!)
Billi: Tum Kitnay Saal K Ho?
Hathi: 3 Saal Ka Hu.
Billi: 3 Saal K Ho Our Itnay Baray Kesay?
Hathi: Nido Peeta Hu.
Sehat Ki 10 Khoobiyo Wala.
Tumhari Umar Kya Ha?
Billi: 30 Saal.
Hathi: 30 Saal Ki Our Itni Choti?
Billi: Fair&lovely Use Karti Hu.
Umar Ka Pata Hi Nahi Chalta ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife:”
Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji”
.
.
.
Husband:Chalo, tayyar ho jao…”
.
.
.
.
.
Petrol pump chaltay hain
by Pak101.com (few years ago!)
Baby paida hotey hi cheekha, Mujhey kuch Nazur nehi a raha, Main andha hoon.... Nurse: stupid, light nehi hai! Bacha! oh tuwandi pehn nu, Ay Pakistan te nei ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
IIFA Awards nominees are:
Mika singh
Song: Dhinka chika Dhinka chika
Sonu Nigam
Song: All iz well
Sunidhi Chohan
Song: Sheela ki jawani
And the winner is.
.
.
.
.
Altaf Hussain
Song: Parde mein rehne do parda na uthao
Yehhhhhhhhh!
Is baar IIFA bhi MQM ney jeet liya.!! :D =D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Macher Ne 1 Admi Ko Din Main Kata
Admi Ne Kaha Tum To Rat Main Kat Tay Hona?
Macher Bola
Ghar K Halat Kharab Hain
Ovr Time Ker Raha Hun
by Pak101.com (few years ago!)